aik ghazal aap sab ki nazar
aankh aur samunder ka kia haseen tauluq hai
sang aur mairay sar ka kia haseen tauluq hai
lot lot jata hai kiun teri taraf janan
dil ka aur teray ghar ka kia haseen tauluq hai
aaj pehla sang mujh ko doston ne mara hai
be-wafai se zar ka kia haseen tauluq hai
aasman se agay sair kernay jata hon
khuwab aur tahayur ka kia haseen tauluq hai
phool hai na khushboo hai aab hai na saaya hai
dasht aur mairay ghur ka kia hseen tauluq hai

Comment