Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

hal daikh ker maira ho gae hain ankhain num

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • hal daikh ker maira ho gae hain ankhain num

    apni adna si kavish paish ker raha hon umeed hai passand aae gi
    mairi kitab hissar-e-mohabbat se

    haal daikh ker maira ho gae hain ankhain num
    aa shab-e-firaq aa ja mill k aaj ro lain hum

    zid jo ker raha hai tou us gali main jaaye ga
    chahiye bata tujh ko aur un se kitna ghum

    zulf daikh ker us ki rasta bhula baithain
    us ne apni zulfon main is liye to dalay khum

    khuwaab ki mairay tabeer ja k un se poocho tum
    phool tha samunder tha aur mairi chashm-e-num

    manta hon woh mujh se aaj milnay aaye thay
    sath to raha laikin baat ho saki thi kaam

  • #2
    Re: hal daikh ker maira ho gae hain ankhain num

    buht khoob... keep sharing
    u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

    :pr:

    Comment


    • #3
      Re: hal daikh ker maira ho gae hain ankhain num

      Originally posted by *Hala* View Post
      buht khoob... keep sharing
      hosla afzae ka bohat shukria
      khush rahain

      Comment


      • #4
        Re: hal daikh ker maira ho gae hain ankhain num

        wah janab buth he achi sharing hai
        I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

        Comment


        • #5
          Re: hal daikh ker maira ho gae hain ankhain num

          reputation ka gift qabool kajey
          I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

          Comment


          • #6
            Re: hal daikh ker maira ho gae hain ankhain num

            Zabardast
            :oldie:
            S T I L L W A I T I N G
            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: hal daikh ker maira ho gae hain ankhain num

              Originally posted by Tanha Hassan View Post
              wah janab buth he achi sharing hai
              Originally posted by Tanha Hassan View Post
              reputation ka gift qabool kajey
              Originally posted by BANJARAH View Post
              Zabardast
              hosla afzae per aab sab ka mashkoor hon umeed hai ainda bhi hosla afzae jari rahay gi

              Comment

              Working...
              X