eid ka din hey shikway mita kar mileay
nafraton ki her diwar gira kar mieay
jis se naraz ho agar samney wo aaey
do qadam aagey us se ja kar mileay
zindagi khatam ho jaey gi ek din
wo na aaey aap us se ja kar mileay
ye tehwar qurbani ka deta hey dars
rothey doston ko apney mana kar mieay
jo aaey samney galey us ko laga kar mileay
her apney praey se muskura kar mileay
khushiun ka din hey khushian banteay
kaprey naey pehan kar khushbo laga kar mileay
her ek ka is din rakheay khas khayal
kuch mitha kuch namkeen khila kar mileay
jo guzar gaey yad unhein bhe rakheay athar
khulee aankhon ko sapney dikha kar mileay
(dr athar hussain siddiqui al maroof ibne sultan narvi)

Comment