Rooh bechain hey ek dil ki azziat kya hey
dil he shola hey toye soze muhabbat kya hey
wo mujeh bhol gaey is ki shikayat kya hey
ranj to ye hey k ro ro k bholaya ho ga
dil ne aisey bhe kuch afsaney sunaey hongey
ashk aankhoon ne peye or na bahaey hongey
band kamrey main jo khat meray jalaey hongey
ek ek lafz jabeen per ubbhar aaya ho ga
us ne ghabrakar nazar lakh bachaee hoge
mitt k ek naqsh so shakal dikhlaee ho ge
maiz se jab mere taswir hataee ho ge
hertaraf mujh ko tarapta howa paya hoga
zulf zid kar k jo kisi ne banaee ho ge
rothey jalwon pey khizan aur bhe chaee hoge
burq aashwon ne kaee din na graee ho ge
rang chehrey pey kaey rose na aaya ho ga
bemahal cherr pey jazbat ubale aaey hongey
ghum pasheman tabssom mein dhal aaiey hongey
nam per meray jab aanso nical aaey hongey
sir na kandhey se sahelee k uthaya ho ga
(athar hussain siddiqui al marof ibne sultan narvi)

Comment