AgAr HuM DoSt HoTe To
Ager Hum Dost Hotey to
karam ki inteha kartey
Tumein Palkon Par Rakhtey
Tumhen Dill mai Basatey ham
Ager Tum Rooth Jatay to?
Tumhen kitna Mannatay
Jo Milnay Tum Nahin Aatay
To aa kar khud Tumhen Miltay
Tumhari Galtiyon ko bhi
Hansee Mein Ham Urra Detay
Ager apni khatta Hoti
Too khud ko Bhi saza Detay
Mager ye sab Tabhi Hota?
Ager Hum Dost Hotay to?
Mager itna Hi Jana Hai?
ke Tum ne ajj Tak Ham ko
Paraya keh ke Maana Hai
kabhi Hum Dam Nahi Jaana
Ager Hum Dost Hotey to
karam ki inteha kartey...
Comment