Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Dil e Muztarib Dil e Ghamzada

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Dil e Muztarib Dil e Ghamzada

    Dil e Muztarib Dile Gham Zada
    Tere Chaar Soo Hai Gubaar Sa
    Main Kise Sach Kahon Kise Khwab Sa
    Teri Aah'o'Fughaan Mein Aser Nahin
    Teri Shab Ki Koi Saher Nahin
    Na Hi Chand Hai Na Hai Chandni
    Koi Roshni Ki Laher Nahin
    Dil e Muztarib Dil e Ghamzada
    Mujhe Yeh Bata Tu Ne Kya Kia
    Kuon Jahaan Hi Sara Luta Diya
    Kisi Aik Shakhs K Waste
    Dil e Muztarib Dil e Ghamzada
    Tere Gham Ki Ju Hai Dawa Bata
    Shab e Hijer Mein Ju Labon Pe Thi
    Wohi Sab Se Pehli Duaa Bata
    WOH PALAT SAKE MERA HO SAKE
    Koi Mujh Ko Aisi Wafa Bata
    Mujhe Koi Aisa Tu Harf De
    Neya Hosla Neya Zarf De

    K Na Tujh Se Koi Gila Keron
    Younhi Hans K Sab Se Mila Keron
    Dil e Muztarib Dil e Ghamzada
    Meri Baat Sun Mere Paas Aa
    Tere Sath Main Bhi Tu Hon Khara
    Usi Raah Mein Usi Moor Per
    Jahan Chal Diya Tha Woh Chor Ker
    Kisi Aur Dais Ki Oor Ko
    Nayi Manzilon K Jahan Ko
    Jahan Mera Koi Guzer Nahin
    Gila Phir Bhi Us Se Mager Nahin
    Dil e Muztarib Dil e Ghamzada
    Chalo Us Ko Dete Hain Dua
    K WOH KHUSH RAHE "MERE SIVA"

    I Have Been In Luv And Been "Alone"...I Have Traveled Over Many Miles 2 Find A "Home"

  • #2
    Re: Dil e Muztarib Dil e Ghamzada

    Very Nice sharing chiips

    Comment


    • #3
      Re: Dil e Muztarib Dil e Ghamzada

      beautiful sharing
      I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

      Comment


      • #4
        Re: Dil e Muztarib Dil e Ghamzada

        thank u hassan
        I Have Been In Luv And Been "Alone"...I Have Traveled Over Many Miles 2 Find A "Home"

        Comment


        • #5
          Re: Dil e Muztarib Dil e Ghamzada

          thank U:)
          I Have Been In Luv And Been "Alone"...I Have Traveled Over Many Miles 2 Find A "Home"

          Comment


          • #6
            Re: Dil e Muztarib Dil e Ghamzada

            nice sharing dear...
            میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

            Comment


            • #7
              Re: Dil e Muztarib Dil e Ghamzada

              Thank U Crystal Thinking
              I Have Been In Luv And Been "Alone"...I Have Traveled Over Many Miles 2 Find A "Home"

              Comment


              • #8
                Re: Dil e Muztarib Dil e Ghamzada

                Kia baat hay Kamal kardiya aap nay, bohat hi khoobsurat sharing ki.... sach much satoon tabakh roshan hogayay... lafzoon ka tasalsul, har lafz kay saath aik naya ehsaas aur har ehsaas kay saath aik nayi khuwaish.... bohat hi achi nazm share ki aap nay... lutf aagaya itni mayaari aur khoosburat shayeri paRh kar... kaafi dinoo baad aap ki share ki hoyee tehreer paRhnay ko milay aur font color bhi red say purple hogaya :).... doesnt matter... younhi achi achi sharing kia kijeyey... khush rahyeh
                sigpic

                Comment


                • #9
                  Re: Dil e Muztarib Dil e Ghamzada

                  Originally posted by Nooria View Post
                  thank u hassan

                  u wellcome Nooria:phool:
                  I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                  Comment

                  Working...
                  X