Wo aksar fursat mein ek kaam karta hai
Bana ke aaina humein salaam karta hai
Us ki masoom adayein usey ruswa na kar dein
Wo likh ke darakhton pe mera naam aam karta hai
Us ke maathey se ubharta hai subha ka noor
Aur andhera us ki zulfon mein araam karta hai
Ankhon se wardaatein karna hai pesha uska
Dilon ki choriyan wo sar-e-aam karta hai
Zamana tera he talabgaar sahi lekin
Koi husan wala hamara bhi ehtraam karta hai

Comment