Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Tanhaaii (is haftey ka lafz)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Tanhaaii (is haftey ka lafz)

    aslaam_u_alikam


    Attached Files

    Comment


    • #17
      Re: Tanhaaii (is haftey ka lafz)

      -
      Attached Files

      Comment


      • #18
        Re: Tanhaaii (is haftey ka lafz)

        :rose
        Attached Files
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment


        • #19
          Re: Tanhaaii (is haftey ka lafz)

          ik aag gham-e-tanhai ki jo saare badan mein phail gayee
          jab jism hi saara jalta ho phir daaman-e-dil ko bachaein kya

          Athar Nafees
          :rose

          Comment


          • #20
            Re: Tanhaaii (is haftey ka lafz)

            Originally posted by Mehak
            ik aag gham-e-tanhai ki jo saare badan mein phail gayee
            jab jism hi saara jalta ho phir daaman-e-dil ko bachaein kya

            Athar Nafees

            Bohat umdah - very nice shi'r hai ji... :phool:
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #21
              Re: Tanhaaii (is haftey ka lafz)

              Sanaton ko choom rahi hain, aawazein shehnaee ki
              chupkey chupkey kaat rahi hain, aaj mujhey tanhaee ki

              Basheer Razmi
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #22
                Re: Tanhaaii (is haftey ka lafz)

                Rehtey hain saath saath mai aur meri tanhai
                Kartey hain raaz ki baat mai aur meri tanhai



                Din to guzar hi jata hai logon ki bheer mai
                Kartey hain basar raat main meri tanhai




                Saanson ka kya bharosa kab chor jain saath
                Laikin rahain gay saath main aur meri tanhai




                Aaye na tumhe yaad kabhi bhul kar bhi hum
                Kartey hain tumhe yaad main aur meri tanhai




                Aa ke paas kyon door ho gaye hum se
                Kartey hain teri talash main aur meri tanhai




                Tum ko rakhain gay saath zeenat bana kay ghar ki
                Reh jain phir na tanha main aur meri tanhai

                Comment


                • #23
                  Re: Tanhaaii (is haftey ka lafz)

                  Sham Ki Tanhai, Yaad Ki Parchhai
                  Rottha Rottha Her Manzar, Zindagi Parai

                  Mere Khowaboon Ka Mehtab
                  Jis Se Piyar Humain Be Hisab
                  Na Janoon Nafratoon Ki Sharab
                  Us Ne Kion Pilai

                  Sham Ki Tanhai, Yaad Ki Parchhai
                  Rottha Rottha Her Manzar, Zindagi Parai

                  Kitni Piyari Us Ki Ankhain
                  Kitni Piyari Us Ki Batain
                  Shamshan Banain Meri Ratain
                  Her Khushi Meri Jalai

                  Sham Ki Tanhai, Yaad Ki Parchhai
                  Rottha Rottha Her Manzar, Zindagi Parai

                  Wo Sohane Sohane Din The
                  Mohabatoon K Kise Un Gin The
                  Jo Apne Mera Jeevan The
                  Na Jane Kion Bane Herjai

                  Sham Ki Tanhai, Yaad Ki Parchhai
                  Rottha Rottha Her Manzar, Zindagi Parai

                  Sach Hai Kumi To Lage Gi
                  Haan Teri Zaroorat Jage Gi
                  Meri Her Wo Gazal Bheege Gi
                  Hogi Jo Teri Yaad Main Banai

                  Sham Ki Tanhai, Yaad Ki Parchhai
                  Rottha Rottha Her Manzar, Zindagi Parai

                  Barishain Bhi Sataingeen Mujhe
                  Shama K Jaise Jalaingeen Mujhe
                  Khowaboon Main Her Pal Daraingeen Mujhe
                  Meri Umeedain De De K Dohai

                  Sham Ki Tanhai, Yaad Ki Parchhai
                  Rottha Rottha Her Manzar, Zindagi Parai

                  Tere Badan Ki Yeh Khushboo
                  Janat k Jhoonkoon Ki Hai Rooh
                  Na Jane Kab Phelegi Her Soo
                  Apne Milan Ki Shehnai

                  Sham Ki Tanhai, Yaad Ki Parchhai
                  Rottha Rottha Her Manzar, Zindagi Parai

                  Haseen Hai Mohabbat Sai Piyara
                  Meri Jan-e-Jigar Zindagi Ka Nazara
                  TISHNA Kuch Din Jeene Ka Guzara
                  Bin Us K Nahin Deta Dikhai

                  Sham Ki Tanhai, Yaad Ki Parchhai
                  Rottha Rottha Her Manzar, Zindagi Parai

                  Comment


                  • #24
                    Re: Tanhaaii (is haftey ka lafz)

                    na mit saken'gi ye tanhaiyaan magar aey dost
                    jo tu bhi ho to tabiyat zara behal jaaye

                    Majrooh Sultanpuri
                    :rose

                    Comment


                    • #25
                      Re: Tanhaaii (is haftey ka lafz)

                      hairaan hein woh ke hum tanhai mein bhi unki baatein hazaron se karte hein,

                      kya khabar unhe ke hum akele mein bhi unki shikayat sitaron se karte hein...

                      Comment


                      • #26
                        Re: Tanhaaii (is haftey ka lafz)

                        aslaam_u_alikam

                        dil e veraan hey terii yaad hey tanhaaii hey
                        zindagii dard kii baahoN main simat aayii hey

                        Comment


                        • #27
                          Re: Tanhaaii (is haftey ka lafz)

                          Tanhae
                          Attached Files

                          Comment


                          • #28
                            Re: Tanhaaii (is haftey ka lafz)

                            :rose
                            Attached Files
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment


                            • #29
                              Re: Tanhaaii (is haftey ka lafz)

                              itna tanhaa kiya mujhe us ne
                              aaina hi wo mera toR gaya
                              najma ansar najma

                              Comment


                              • #30
                                Re: Tanhaaii (is haftey ka lafz)

                                TAnhaiyyon ki shab mein terey Qurb ki mehak
                                ES mein bura bhi kiya hai ager chahiyye mujhey

                                Comment

                                Working...
                                X