Tujhe ishq ho khuda Karay
koi usko tujh se juda karay
teray hont hasna bhool jaye
teri ankh num raha karay
to uski baatain kiya karay
to uski baatain suna karay
to us ko dekh ker ruka karay
wo tujhe dekh ker chala karay
tujhe hijar ki Aisy chari lagay
to milan ki her pal dua karay
to tarpay uske ishq main
wo tujhe bhoolnay ki dua karay
tujhe ishq ho phir yaqeen ho
to use tasbeehon main parha karay
main kaho ke ishq to dhong hai
to nahi nahi kaha karay
teray samnay tera ghar jalay
tera bas chalay na bhuja sakay
teray moun se yahi dua niklay
na ghar kisi ka jala karay
koi usko tujh se juda karay
teray hont hasna bhool jaye
teri ankh num raha karay
to uski baatain kiya karay
to uski baatain suna karay
to us ko dekh ker ruka karay
wo tujhe dekh ker chala karay
tujhe hijar ki Aisy chari lagay
to milan ki her pal dua karay
to tarpay uske ishq main
wo tujhe bhoolnay ki dua karay
tujhe ishq ho phir yaqeen ho
to use tasbeehon main parha karay
main kaho ke ishq to dhong hai
to nahi nahi kaha karay
teray samnay tera ghar jalay
tera bas chalay na bhuja sakay
teray moun se yahi dua niklay
na ghar kisi ka jala karay
Comment