Kabhi mom ban ke pighal geya,
Kabhi girte girte sambhal geya,
Wo ban ke lamha guraiz ka,
Mere paas se nikal geya,
Use rokta bhi to kis tarah,
Ke wo shaks itna ajeeb tha,
kabi tarap utha meri aah se,
Kabi ashk se na pighal saka,
Sar-e-rah mila wo agar kabi,
To nazar chura ke guzer geya,
Wo uter geya meri aankh se,
Mere dil se kion na uter saka,
Wo chala geya jaha chhor ke,
Main waha se phir na palat saka,
Wo sambhl geya tha' Faraz' magar,
Main bikHar ke phir na simat saka
Kabhi girte girte sambhal geya,
Wo ban ke lamha guraiz ka,
Mere paas se nikal geya,
Use rokta bhi to kis tarah,
Ke wo shaks itna ajeeb tha,
kabi tarap utha meri aah se,
Kabi ashk se na pighal saka,
Sar-e-rah mila wo agar kabi,
To nazar chura ke guzer geya,
Wo uter geya meri aankh se,
Mere dil se kion na uter saka,
Wo chala geya jaha chhor ke,
Main waha se phir na palat saka,
Wo sambhl geya tha' Faraz' magar,
Main bikHar ke phir na simat saka
Comment