Khud ko khud se juda kar aaya hoon
Hansi tujhe de kar sab gham le aaya hoon
Aaj teri dehleez paar kar aaya hoon
Banjar zameen par nahi barasta badal
Sath apni ankhon mein name le aaya hoon
Na honey doon ga tanha apni raaton ko
Teri yaadein apne sang le aaya hoon
Maut ka khauf bhi nahi raha ab Zindagi tere naam kar aaya hoon

Comment