kitna ikhtiyar tha us ko apni chahat pe
jab chaha yad kiya jab chaha bhula diya
jab chaha yad kiya jab chaha bhula diya
janta tha wo mujh ko behlaney ke har andaz
jab chaha hansa diya jab chaha rula diya
dil bhi us ka tha aur pyar bhi us ka tha
jab chaha mera naam likha aur jab chaha mita diya
jab chaha hansa diya jab chaha rula diya
dil bhi us ka tha aur pyar bhi us ka tha
jab chaha mera naam likha aur jab chaha mita diya
Comment