Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mahwish ki Pasend...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Mahwish ki Pasend...

    beautiful sharing Dear

    Khush rahey
    I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

    Comment


    • #17
      Re: Mahwish ki Pasend...

      Bohat khoob, waqayi lutf aagaya paRh kar, keep sharing, khush rahyeh
      sigpic

      Comment


      • #18
        Re: Mahwish ki Pasend...

        ASSALAM O ALAIKUM WR WB..

        Aap sab ka intikhaab pasand karnay ka bohat shukria
        khush rahain


        میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


        میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

        Comment


        • #19
          Re: Mahwish ki Pasend...

          QADAR MAA BAAP KI



          Tu
          Paida
          Huwa Kitna
          Majboor
          Tha
          Yeh Jahan Teri Soch
          Se
          Bhi Dour Tha...


          Haath Paaon Bhi Tab
          Tere
          Apne Na Thay
          Teri Ankhon Main
          Duniya
          Ke Sapne Na Thay...

          Tujh Ko Aata Sirf
          Rona
          Hi Tha
          Doodh Pi Ke Kaam Tera Sona He Tha...


          Tujh Ko Chalna
          Sikhaya
          Tha Maa Ne Teri
          Tujh Ko Dil Main
          Basaya
          Tha Maa Ne Teri...

          Maan Ke Saye Main
          Parwan
          Chadne Laga
          Waqt Ke Sath Qad
          Tera
          Badne Laga...


          Ahista Ahista Tu
          Kariyal
          Jawan Ho Gaya
          Tujh Pe Saara Jahan
          Meharban
          Ho Gaya...

          Zor Bazoo Pe Tu Baat
          Karne
          Laga
          Khud He Sajne Laga Khud Hi Sanwarne Laga...


          Ek Din Ek Ladki
          Tujhe Bha Gaye
          Ban Ke Dulhan Woh
          Tere
          Ghar Agayi...

          Apne Farz Se Tu Door
          Hone
          Laga
          Beej Nafrat Ka Khud
          Hi
          Tu Bone Laga...


          Phir Tu Maa Baap Ko
          Bhi
          Bhulane Laga
          Teer Baton Ke Phir
          Tu
          Chalane Laga...

          Baat Be Baat Unn Se
          Tu
          Ladne Laga
          Qayda ek Naya Tu
          Phir
          Padne Laga...


          Yaad Kar Tujh Se Maa
          Ne
          Kaha ek Din
          Abb Humara Guzara
          Nahi
          Tere Bin...

          Sunn Ke Yeh Baat Tu
          Tesh
          Main Agaya
          Tera Gussa Teri Aqal
          Ko
          Kha Gaya...


          Josh Main Aake Tu Ne Yeh Maa Se Kaha
          Main Tha Khamosh Sab
          Dekhta
          Hi Raha...

          Aaj Kehta Hoon
          Peecha
          Mera Chor Do
          Jo Hai Rishta Mera
          Tum
          Se Woh Tod Do...


          Jao Ja Ke Kahin Kaam
          Dhanda
          Karo
          Log Marte Hain Tum
          Bhi
          Kahin Ja Maro...

          Bait Kar Aahen
          Bharti
          Thi Maa Raat Bhar
          Inki Aahon Ka Tujh
          Par
          Howa Na Asar...


          Ek Din Baap tera
          Chala
          Rooth Kar
          Kaise Bikhri Thi
          Phir
          Teri Maa Toot Kar...

          Phir Woh Bhi Bas
          kal
          Ko
          Bulati Rahi
          Zindagi Isko Har Roz
          Satati
          Rahi...


          Ek Din Mout Ko Bhi
          Taras
          Agaya
          Iska Rona
          Bhi
          Taqdeer
          Ko Bha Gaya ...

          Ashk Ankhon Main
          Thay
          Woh Rawana Howi
          Mout Ki Ek Hichki
          Bahana
          Howi...


          Ek Sukoon Us ke
          Chehre
          Pe Chane Laga
          Phir Tu Mayyat Ko
          Uski
          Sajane Laga...

          Muddatain Ho Gayi
          Aaj
          Budda Hai Tu
          Tooti Khatiya Pe
          Pada
          Bora Hai Tu...


          Tere Bacche Bhi Abb
          Tujh
          Se Darte Nahi
          Nafraten Hain, Muhabbat Woh Karte Nahi...

          Dard Main Tu Pukare
          Ke
          O MERI MAA
          TERE DAM SE ROSHAN
          THE
          DONO JAHAN...

          Waqt Chalta Rahta
          Hai
          Waqt Rukta Nahi
          Toot Jata Hai Woh Jo
          Ke
          Jhukta Nahi...

          Bann Ke Ibrat Ka Tu
          Abb
          Nishan Reh Gaya
          Dhond Zor Tera Kahan
          Reh
          Gaya ...


          Tu EHKAM-E-RABBI
          Bhulata
          Raha
          APNE MAAN BAAP KO TU SATATA RAHA...

          Kaat Le Tu Wohi Tu
          Ne
          Boya Tha Jo
          Tujh Ko Kaise Mile
          Tu
          Ne Khoya Tha Jo...


          Yaad Kar Ke
          Gaya
          Dor,
          Tu Rone Laga
          Kal Jo Tu Ne Kiya
          Aaj
          Phir Hone Laga...

          Mout Mange Tujhe
          Mout
          Aati
          Nahi
          Maa Ki Surat Nigahon
          Se
          Jati Nahi...


          Tu Jo Khanse Tu
          Aulad
          Dante Tujhe
          Tu Hai Nasoor Sukh Kon Bante Tujhe...

          Mout Ayegi Tujh Ko
          Magar
          Waqt Par
          Bann Hi Jaye Gi
          Qabar
          Teri Waqt Par...


          QADAR MAA BAAP KI
          AGAR
          KOI JAAN LE
          APNI JANNAT KO
          DUNIYA
          MAIN PEHCHAN LE...

          Aur Leta Rahe Woh
          Badoan
          Ki Dua
          Osi Ke Dono Jahan,
          Uska
          Ka Haami KHUDA...

          Yaad Rakhna Tum Is Baat Ko
          Bhool Na Jana Yeh REHMAT KI BARSAT
          Ko................



          "Life
          ends when not dreaming; Love ends when not caring;
          Faith ends when not believing.




          میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


          میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

          Comment


          • #20
            Re: Mahwish ki Pasend...


            Meri Zindagi Mere Saath Chal




            kabhi khud he mere pass aa
            meri baat sunnmera saath de
            jo khalash hai dil se nikaal ker
            muje uljhanoose nijaat de
            tujhe soachna mera mashglah
            tujhe dekhna meri aarzoo
            muje din de apne khayal ka
            muje kurb ki ik raat de
            meri zindagi mere saath chall
            mere haath main apna haath de
            muje gham khushi se kabool hai
            jo tu agar mera saath de




            میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


            میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

            Comment


            • #21
              Re: Mahwish ki Pasend...

              Mohabbat



              Mohabbat maqsad hai zindagi ka...
              Mohabbat muqadar hai har kisi ka....
              Mohabbat pakeezgi ka naam hai...
              Mohabbat har khushi ka peghaam hai....
              Mohabbat hai toh rehmat hai.....
              Mohabbat hai toh chahat hai.....
              Mohabbat mein har shaks magan hai....
              Mohabbat bin chahe ho jati hai....
              Mohabbat mein zindagi kho jaati hai.....
              Mohabbat haar hai, Mohabbat jeet hai...
              Mohabbat hi dil ka sacha meet hai....
              Mohabbat phoollon ko huyi kanton se....
              Mohabbat palkon ko huyi aankhon se....
              Mohabbat chand ko huyi chandni se....
              Mohabaat rooh ko huyi ragni se.....
              Mohabbat subah ki pehli kiran hai....
              Mohabbat hi meri manzil hai....
              Mohabbat hi mera dil hai..!!!!


              میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


              میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

              Comment


              • #22
                Re: Mahwish ki Pasend...

                Rishta toar mat daina





                Hazaroon dooriyan hain per yeh rishta toar mat daina
                mera chehrah bhulaa daina meri yaadain bacha laina
                jo lamhay dard daite hoon unhain be shak bhula daina
                jo lamhay aas daite hoon unhain dil se lgaa laina
                kahin b door reh laina,bohat majboor reh laina
                magar iss DOORI ko tum bahana mat banaa laina
                taaluk toar mat daina, mujhe tum chor mat daina


                Apki yaad aayi mujhe aur bhi shiddat se..


                Humne kab aap se mulaqat ka wada chaha,
                dur rehkar to aapko aur bhi jyada chaha....
                Aapki yaad aayi mujhe aur bhi shiddat se,
                Bhul jane ka jab bhi irada chaha..




                میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


                میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

                Comment


                • #23
                  Re: Mahwish ki Pasend...


                  Aik Bar Kaho Tum Meri Ho





                  Aik Bar Kaho Tum Meri Ho
                  Hum Ghoom Chukey Basti Bun Main

                  Aik Ass Ki Phansi Liye Man Main
                  Koi Sajan Ho Koi Pyara Ho
                  Koi Deepak Ho Koi Tara Ho
                  Jab Jeewan Raat Andheri Ho
                  Aik Bar Kaho Tum Meri Ho

                  Jab Sawan Badal Chaiyee Hon
                  Jab Phagan Phool Khilaye Hon
                  Jab Chanda Roop Lutata Ho
                  Jab Sooraj Dhoop Nahata Ho
                  ya shaam nay basti ghari Ho
                  Aik Bar Kaho Tum Meri Ho

                  Han Dil Ka Daman Pheela Ho
                  Kion Gori Ka Dil Mela Ho
                  Hum Kab Tak Peet Kay Dhokey Main
                  Tum Kab Tak Doe Jharokey Main
                  Kab Der Sey Dil Ko Sairi Ho
                  Aik Bar Kaho Tum Meri Ho

                  Kya Jhagra Sood Khasarey Ka
                  Yeh Kaam Nahi Banjarey Ka
                  Sab Sona Ropa Lay Jayee
                  Sab Dunya Dunya Lay Jayee
                  Tum Aik Mujhey Behteri Ho
                  Aik Bar Kaho Tum Meri Ho__________________



                  میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


                  میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

                  Comment


                  • #24
                    Re: Mahwish ki Pasend...


                    Ajeeb shakhs tha ...



                    ajeeb shakhs tha kaisa mazaj rakhta tha
                    sath reh kr bi ikhtalaf rakhta tha

                    me kyun na daad dun uske fun ki
                    mere hr sawal ka pehly hi jawab rakhta tha

                    wo to roshnion ka basi tha magr
                    meri andhair nagri ka bara hi khayl rakhta tha

                    mohabbat to thi usay kisi or se shayed,,,
                    meri muhabbat ka mager woh bara hi khayal rakhta ha


                    میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


                    میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

                    Comment


                    • #25
                      Re: Mahwish ki Pasend...

                      Ager Kabhi Meri Yaad Aaye
                      Tu Chaand Ratoon Ke Naram Dil Geer Roshni Main


                      Kese Setaray Ko Dekh Laina

                      Ager Wo Nakhal-e-Falaq Say Ur Kar Tumharay Qadmoo Main Aa Giray Tu

                      Yeh Jan Laina, Wo Ista'aara Tha Meray Dil Ka

                      Ager Na Aaye

                      Mager Yeh Mumkin He Kis Tarah Hai Keh Tum Kese Per Nigah Dalo

                      Tu Us Ke Dewar-e-Jan Na Totay

                      Wo Apni Hasti Na Bhool Jaye

                      Ager Kabhi Meri Yaad Aye Tu

                      Guraiz Karti Hawa Ke Lehroo Pay Haath Rakhna

                      Main Khushbo'O Main Tumhay Miloon Ga

                      Mujhay Gulaab Ke Patiyon Main Talash Karna

                      Main Ous Qatroon Kay Aainoo Main Tumhay Miloon Ga

                      Ager Setaroon Main, Ous Qatroon Main, Khushbo'O Main

                      Na Pao Mujh Ko

                      Tu Apnay Qadmoo Main Dekh Laina

                      Main Gard Hoti Musafatoon Main Tumhay Miloon Ga

                      Kahi Pay Roshan Charag Dekho Tu Soch Laina

                      Keh Har Patingay Kay Sath Main Bhi Bekhar Chuka Hoon

                      Tum Apnay Hathon Say Un Patangoo Ke Khaak Darya Main Daal Dena

                      Main Khaak Ban Kar Samandar Main Safar Karoo Ga

                      Kese Na Dekhay Howay Jazeeray Pay Ruk Kay Tum Ko Sadaye Donga

                      Samandar Kay Safar Pay Niklo Tu Us Jazeeray Pay Bhi Utarna


                      میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


                      میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

                      Comment


                      • #26
                        Re: Mahwish ki Pasend...



                        Kuch aur sochne ki zarorat nahi mujhe,
                        Tere siwa kisi se mohabbat nahi mujhe,

                        Rehta hai bas tera hi mujhe raat din khayal,
                        Main tujh ko bhol jaon yeh taqat nahi mujhe,

                        Kal shab tumhari yaad mein aanso chilak pade,
                        Ab kuch bhi kehne ki hajat nahi mujhe,

                        Kis ko sunaon gi ke mein apna yeh hal-e-ahewal,
                        Tum ne to keh diya hai ke fursat nahi mujhe,

                        Khushiyon se ab nahi hai koi rabta mera,
                        Pal bhar tumhare ghum se faragat nahi mujhe,

                        Sab kuch ujar gaya mera khuwabon ke sath sath,
                        Faraz magar kisi se shikayat nahi mujhe...



                        میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


                        میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

                        Comment


                        • #27
                          Re: Mahwish ki Pasend...

                          Dekho Lo Khowab Mager
                          Khowab Ka Charcha Na Karo

                          Dekho Lo Khowab Mager Khowab Ka Charcha Na Karo

                          Log Jal Jaye Gaye Sooraj Ki Tamannah Na Karo




                          Waqt Ka Kia Hay Kesi Pal Bhi Badal Sakta Hay
                          Ho Sakay Tum Say Tu Tum Mujh Pay Bharosa Na Karo



                          Kirchiyaan Tootay Howay Aks Ki Chub Jaye Gi
                          Or Kuch Roz Abhi Aaina Dekha Na Karo



                          Ajnabi Lagnay Lagay Khud Tumhay Apna Wajood
                          Apnay Din Raat Ko Itna Bhi Akela Na Karo



                          Khowab Bachon Kay Khilono Ki Tarah Hotay Hain
                          Khowab Dekha Na Karo Khowab Dekhaya Na Karo



                          Be - Khayali Main Kabhi Ungliyaan Jal Jaye Gi
                          Raakh Guzray Howay Lamho Ki Kuraidaa Na Karo
                          __________________


                          میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


                          میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

                          Comment


                          • #28
                            Re: Mahwish ki Pasend...


                            Waqt ke saath chalana sikho



                            Waqt ke saath chalana sikho

                            Gir ke fir sambhalana sikho



                            Roshan karne Apano ka jivan
                            Ek deep ki tarah jalana sikho




                            AAndhi mei.N date raho aur
                            Rukh hawaa ka badalana sikho




                            Dard ki jwaala jalaane lage jab
                            Barf ban kar pighalana sikho




                            Kaanto.N se fir khauf kyun ?
                            Gar Phool jaise palana sikho






                            میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


                            میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

                            Comment


                            • #29
                              Re: Mahwish ki Pasend...

                              Originally posted by mehwish afsar View Post
                              QADAR MAA BAAP KI



                              Tu
                              Paida
                              Huwa Kitna
                              Majboor
                              Tha
                              Yeh Jahan Teri Soch
                              Se
                              Bhi Dour Tha...

                              Haath Paaon Bhi Tab
                              Tere
                              Apne Na Thay
                              Teri Ankhon Main
                              Duniya
                              Ke Sapne Na Thay...

                              Tujh Ko Aata Sirf
                              Rona
                              Hi Tha
                              Doodh Pi Ke Kaam Tera Sona He Tha...

                              Tujh Ko Chalna
                              Sikhaya
                              Tha Maa Ne Teri
                              Tujh Ko Dil Main
                              Basaya
                              Tha Maa Ne Teri...

                              Maan Ke Saye Main
                              Parwan
                              Chadne Laga
                              Waqt Ke Sath Qad
                              Tera
                              Badne Laga...

                              Ahista Ahista Tu
                              Kariyal
                              Jawan Ho Gaya
                              Tujh Pe Saara Jahan
                              Meharban
                              Ho Gaya...

                              Zor Bazoo Pe Tu Baat
                              Karne
                              Laga
                              Khud He Sajne Laga Khud Hi Sanwarne Laga...

                              Ek Din Ek Ladki
                              Tujhe Bha Gaye
                              Ban Ke Dulhan Woh
                              Tere
                              Ghar Agayi...

                              Apne Farz Se Tu Door
                              Hone
                              Laga
                              Beej Nafrat Ka Khud
                              Hi
                              Tu Bone Laga...

                              Phir Tu Maa Baap Ko
                              Bhi
                              Bhulane Laga
                              Teer Baton Ke Phir
                              Tu
                              Chalane Laga...

                              Baat Be Baat Unn Se
                              Tu
                              Ladne Laga
                              Qayda ek Naya Tu
                              Phir
                              Padne Laga...

                              Yaad Kar Tujh Se Maa
                              Ne
                              Kaha ek Din
                              Abb Humara Guzara
                              Nahi
                              Tere Bin...

                              Sunn Ke Yeh Baat Tu
                              Tesh
                              Main Agaya
                              Tera Gussa Teri Aqal
                              Ko
                              Kha Gaya...

                              Josh Main Aake Tu Ne Yeh Maa Se Kaha
                              Main Tha Khamosh Sab
                              Dekhta
                              Hi Raha...

                              Aaj Kehta Hoon
                              Peecha
                              Mera Chor Do
                              Jo Hai Rishta Mera
                              Tum
                              Se Woh Tod Do...

                              Jao Ja Ke Kahin Kaam
                              Dhanda
                              Karo
                              Log Marte Hain Tum
                              Bhi
                              Kahin Ja Maro...

                              Bait Kar Aahen
                              Bharti
                              Thi Maa Raat Bhar
                              Inki Aahon Ka Tujh
                              Par
                              Howa Na Asar...

                              Ek Din Baap tera
                              Chala
                              Rooth Kar
                              Kaise Bikhri Thi
                              Phir
                              Teri Maa Toot Kar...

                              Phir Woh Bhi Bas
                              kal
                              Ko
                              Bulati Rahi
                              Zindagi Isko Har Roz
                              Satati
                              Rahi...

                              Ek Din Mout Ko Bhi
                              Taras
                              Agaya
                              Iska Rona
                              Bhi
                              Taqdeer
                              Ko Bha Gaya ...

                              Ashk Ankhon Main
                              Thay
                              Woh Rawana Howi
                              Mout Ki Ek Hichki
                              Bahana
                              Howi...

                              Ek Sukoon Us ke
                              Chehre
                              Pe Chane Laga
                              Phir Tu Mayyat Ko
                              Uski
                              Sajane Laga...

                              Muddatain Ho Gayi
                              Aaj
                              Budda Hai Tu
                              Tooti Khatiya Pe
                              Pada
                              Bora Hai Tu...

                              Tere Bacche Bhi Abb
                              Tujh
                              Se Darte Nahi
                              Nafraten Hain, Muhabbat Woh Karte Nahi...

                              Dard Main Tu Pukare
                              Ke
                              O MERI MAA
                              TERE DAM SE ROSHAN
                              THE
                              DONO JAHAN...

                              Waqt Chalta Rahta
                              Hai
                              Waqt Rukta Nahi
                              Toot Jata Hai Woh Jo
                              Ke
                              Jhukta Nahi...

                              Bann Ke Ibrat Ka Tu
                              Abb
                              Nishan Reh Gaya
                              Dhond Zor Tera Kahan
                              Reh
                              Gaya ...

                              Tu EHKAM-E-RABBI
                              Bhulata
                              Raha
                              APNE MAAN BAAP KO TU SATATA RAHA...

                              Kaat Le Tu Wohi Tu
                              Ne
                              Boya Tha Jo
                              Tujh Ko Kaise Mile
                              Tu
                              Ne Khoya Tha Jo...

                              Yaad Kar Ke
                              Gaya
                              Dor,
                              Tu Rone Laga
                              Kal Jo Tu Ne Kiya
                              Aaj
                              Phir Hone Laga...

                              Mout Mange Tujhe
                              Mout
                              Aati
                              Nahi
                              Maa Ki Surat Nigahon
                              Se
                              Jati Nahi...

                              Tu Jo Khanse Tu
                              Aulad
                              Dante Tujhe
                              Tu Hai Nasoor Sukh Kon Bante Tujhe...

                              Mout Ayegi Tujh Ko
                              Magar
                              Waqt Par
                              Bann Hi Jaye Gi
                              Qabar
                              Teri Waqt Par...

                              QADAR MAA BAAP KI
                              AGAR
                              KOI JAAN LE
                              APNI JANNAT KO
                              DUNIYA
                              MAIN PEHCHAN LE...

                              Aur Leta Rahe Woh
                              Badoan
                              Ki Dua
                              Osi Ke Dono Jahan,
                              Uska
                              Ka Haami KHUDA...

                              Yaad Rakhna Tum Is Baat Ko
                              Bhool Na Jana Yeh REHMAT KI BARSAT
                              Ko................



                              "Life
                              ends when not dreaming; Love ends when not caring;
                              Faith ends when not believing.




                              waoooooooooooooooooooooooooooo awesome superb.................Best sharing of the day
                              I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                              Comment


                              • #30
                                Re: Mahwish ki Pasend...

                                beautiful collection Mehwish Dear
                                I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                                Comment

                                Working...
                                X