Kabhi gham ki aag mein jal uthey
Kabhi dil ka dagh jala diya
Ay janoon-e-ishq bata zara
Mujhe kyun tamasha bana diya
Gham-e-ishq kitna ajeeb hai
Ye janoon se kitna qareeb hai
Kabhi ashk palkon pe ruk gaye
Kabhi main ne darya baha diya
Mera jazba-e-shoq to dekhiye
Meri bandagi hai wo bandagi
Jahan tera naqsh-e-qadam mila
Wahin Kaaba maine bana diya
Abhi kar rahe ho tum ibteda
Mera keh raha hai ye tajurba
Tumhein zindagi ki hai arzoo
Mujhe zindagi ne mita diya
Kabhi dil ka dagh jala diya
Ay janoon-e-ishq bata zara
Mujhe kyun tamasha bana diya
Gham-e-ishq kitna ajeeb hai
Ye janoon se kitna qareeb hai
Kabhi ashk palkon pe ruk gaye
Kabhi main ne darya baha diya
Mera jazba-e-shoq to dekhiye
Meri bandagi hai wo bandagi
Jahan tera naqsh-e-qadam mila
Wahin Kaaba maine bana diya
Abhi kar rahe ho tum ibteda
Mera keh raha hai ye tajurba
Tumhein zindagi ki hai arzoo
Mujhe zindagi ne mita diya
Comment