Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

mizaaj hum say ziyadah

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • mizaaj hum say ziyadah

    mizaaj hum say ziyadah juda na tha auss ka
    jab apney toor yehi they to kiya gilla iss ka

    woh apney zaam main thaa ,bay khabar raha mujh say
    ussay gumaan bhi nahin main nahin raha uss kaa

    woh bark roo thaa magar reh gaya kahan janey
    ab intizar karain gay shikasta paa uss ka

    chaloo yeh seal -e-bala khaiz hi baney apna
    safeena uss ka ,khuda uss ka ,na khuda uss kaa

    hameen nay tark-e-taaluk main pehal ki keh faraz
    woh chataa tha magar hosilaa na thaa uss ka.
    Visit My Early PS Work
    You Are Welcome To Comment

  • #2
    Re: mizaaj hum say ziyadah


    HMMMMMMMMMMMMMM

    KISI KI WRITTEN POETRY PER DAAAD WASOOL KARO.....

    NICE SELECTION. AAJ KAL FARAZ KI SHAIRI KA BHOOT TO SAWAR NAHI HAI NA.....

    CHIPKOOOOOOOOOOOO

    Comment


    • #3
      Re: mizaaj hum say ziyadah

      Originally posted by Withoutsoul

      HMMMMMMMMMMMMMM

      KISI KI WRITTEN POETRY PER DAAAD WASOOL KARO.....

      NICE SELECTION. AAJ KAL FARAZ KI SHAIRI KA BHOOT TO SAWAR NAHI HAI NA.....
      nahen mujh pe bhooot sawar nahen hotey.... hehe choo choo.. kabhi kabhi sab ko parhna chahye... kia naa.. khud to likhtey rehtey hein...:lol
      Visit My Early PS Work
      You Are Welcome To Comment

      Comment


      • #4
        Re: mizaaj hum say ziyadah

        hmmm nice sharing .....and keep sharing :)
        Allah

        Comment


        • #5
          Re: mizaaj hum say ziyadah


          AAHO NAZAR AA RAHA HAI... KEH U PER SIWAE FARAZ KI SHAIRI K BHOOT K AUR KOI BHOOT SAWAR NAHI HOTA

          CHIPKOOOOOOOOOOOO

          Comment


          • #6
            Re: mizaaj hum say ziyadah

            Originally posted by Aania
            mizaaj hum say ziyadah juda na tha auss ka
            jab apney toor yehi they to kiya gilla iss ka

            woh apney zaam main thaa ,bay khabar raha mujh say
            ussay gumaan bhi nahin main nahin raha uss kaa

            woh bark roo thaa magar reh gaya kahan janey
            ab intizar karain gay shikasta paa uss ka

            chaloo yeh seal -e-bala khaiz hi baney apna
            safeena uss ka ,khuda uss ka ,na khuda uss kaa

            hameen nay tark-e-taaluk main pehal ki keh faraz
            woh chataa tha magar hosilaa na thaa uss ka.

            :masha bhot khub bhot khub


            Never trust blindly!!!!

            _______________________________



            _____________________________________________

            Comment


            • #7
              Re: mizaaj hum say ziyadah

              Ahmed Faraz to my fav hain, aur unki shairi key kya kehney - har aik aik lafz mein chashni hoti hai - bohat pyari ghazal hai yeh wali bhi - I like it :)
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #8
                Re: mizaaj hum say ziyadah

                thnx Masood Khushi Aadi... Rehanchooo :P :rose
                Visit My Early PS Work
                You Are Welcome To Comment

                Comment

                Working...
                X