Kabhi un ka naam lena kabhi un ki baat karna
Mera zauq un ki chahat mera shoq un pe marna
Kabhi chalte chalte thamna aur tham ke baith jana
Kabhi larkhara ke girna aur gir ke phir sambhalna
Kabhi raat raat rona kabhi din charhey sisakna
Kabhi darya darya rehna kabhi boond ko tarasna
Raha ishq se hamesha koi wasta hai apna
Ye zindagi hai apni yehi rasta hai apna

Comment