Bohat he maan hai tum par
Suno paas-e-wafa rakhna
Sabhi se tum milo lekin
Zara sa faasla rakhna
Bicharna bhi to parta hai
Zara sa hosla rakhna
Wo saarey wasal ke lamhey
Tum ankhon mein saja rakhna
Abhi imkaan baqi hai
Abhi lab pe dua rakhna
Bohat nayab hain dekho
Humein sab se juda rakhna
Suno paas-e-wafa rakhna
Sabhi se tum milo lekin
Zara sa faasla rakhna
Bicharna bhi to parta hai
Zara sa hosla rakhna
Wo saarey wasal ke lamhey
Tum ankhon mein saja rakhna
Abhi imkaan baqi hai
Abhi lab pe dua rakhna
Bohat nayab hain dekho
Humein sab se juda rakhna
Comment