Meine Dekha Tha Un Dinoon Mien Usse
Jab Wo Khiltay Gulaab Jaisa Tha
Uski Paalkoon Se Neend Chanti Thi
Us Ka Lehja Sharab Jesa Tha
Us Ki Zulfoon Se Bheegti Thi Ghatta
Us Ka Rukh Mahtab Jesa Tha
Log Parhtay Thay Khaal O Khad Us Ke
Wo Adab Ki Kitaab Jesa Tha
Bolta Tha Zaban Khushbu Ki
Log Suntay Thay Dharkanoon Mein Usse
Meine Dekha Tha Un Dinoon Mein Usse
Sari Aankhien Thien Aiyenay Uske
Saray Chehron Mien Intekhaab Tha Wo
Ye Khaab Hai Ke Haqeeqat Tha Wo
Sab Se Ghul Mil Ker Ajnabi Rahna
Ek Dariya Numa Sarab Tha Wo
Meri Neendien Bhi Uski Nazar Hoiein
Meine Paya Tha Ratjagoon Mien Usse
Meine Dekha Tha Un Dinon Mien Usse
Jab Wo Hans Hans Ke Baat Karta Tha
Dil Ke Khaymein Mein Raat Karta Tha
Rang Parhtay Thay Anchaloon Mein Usse
Meine Dekha Tha Un Dinooon Mien Usse
Ye Magar Daer Ki Kahani Hai
Ye Magar Daer Ka Fasana Hai
Abh Us Ke Aur Mere Milaap Ke Haael
Sadiyon Bhara Zamana Hai
Ab Ke Haal Apna Bhi Dasht-E-Hijraan Ki Shaam Jesa Hai
Najanay In Dinon Wo Kesa Hai
Meine Dekha Tha Un Dinon Mien Usse
Jab Wo Khiltay Gulaab Jaisa Tha
Uski Paalkoon Se Neend Chanti Thi
Us Ka Lehja Sharab Jesa Tha
Us Ki Zulfoon Se Bheegti Thi Ghatta
Us Ka Rukh Mahtab Jesa Tha
Log Parhtay Thay Khaal O Khad Us Ke
Wo Adab Ki Kitaab Jesa Tha
Bolta Tha Zaban Khushbu Ki
Log Suntay Thay Dharkanoon Mein Usse
Meine Dekha Tha Un Dinoon Mein Usse
Sari Aankhien Thien Aiyenay Uske
Saray Chehron Mien Intekhaab Tha Wo
Ye Khaab Hai Ke Haqeeqat Tha Wo
Sab Se Ghul Mil Ker Ajnabi Rahna
Ek Dariya Numa Sarab Tha Wo
Meri Neendien Bhi Uski Nazar Hoiein
Meine Paya Tha Ratjagoon Mien Usse
Meine Dekha Tha Un Dinon Mien Usse
Jab Wo Hans Hans Ke Baat Karta Tha
Dil Ke Khaymein Mein Raat Karta Tha
Rang Parhtay Thay Anchaloon Mein Usse
Meine Dekha Tha Un Dinooon Mien Usse
Ye Magar Daer Ki Kahani Hai
Ye Magar Daer Ka Fasana Hai
Abh Us Ke Aur Mere Milaap Ke Haael
Sadiyon Bhara Zamana Hai
Ab Ke Haal Apna Bhi Dasht-E-Hijraan Ki Shaam Jesa Hai
Najanay In Dinon Wo Kesa Hai
Meine Dekha Tha Un Dinon Mien Usse
Comment