Aaj kuch waqt ke liye pass mere kash tum aa jao
Bohat tanha hoon main aaj kash tum aa jao
Kabhi khud ko itna kamzor na honey diya maine
Par aaj bikhar gaya hoon main kash tum aa jao
Tum se miltey he milta hai hosla har pal mujhe
Chahiye aaj baahon ka sahara kah tum aa jao
Barson se jee raha hoon bin tere ay jaan-e-wafa
Aaj nahi guzar raha ek pal kash tum aa jao
Waqt ki raftaar bhi jaise tham si gayi ho

Tham na jaye meri saans kash tum aa jao
Comment