Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aanso likhe gum ki kahani

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • aanso likhe gum ki kahani



    Ye aanso likhe gum ki kahani

    Esmain chupi rahti hai yaadien purani
    Asmaa pe sitare darne lage
    Es zamee ke nazare badalne lage
    Muskoraye kabhi tu kabhi roti jai ye hasrat diwani
    Ye aanso likhe gum ki kahani
    Waqt ne laya kaisa ye rang
    Aansou main doob gai jiske hum
    Dhondhte hi rah gai jahan khoshiyon ki nishani
    Ye ansso likhe gum ki kahani
    Sheshay ke mahel main pather bhi rahte hai
    Tinke ka sahara lay kar wo dubote hai
    Insaa hi ban jai jahan insaa ki preshani
    Ye aanso likhe gum ki kahani
    Dhondhte thay jahan hum teri kami ko
    Cheen ke legai waha sab zindagi ko
    Ban gayi hai tamasha ab ye qismat
    Choop rahi thi dar ke i wo mohabbat
    Daman chorda rahi thi wafaye hoke anjani
    Ye aanso likhe gum ki kahani
    Esmain chupi rahti hai yaadein purani


    Last Knight







  • #2
    Re: aanso likhe gum ki kahani

    Ye aanso likhe gum ki kahani
    Bouhat umda sharing hay.:)
    :roseENIGMA:rose

    Comment


    • #3
      Re: aanso likhe gum ki kahani

      shukeraan

      Comment

      Working...
      X