Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Bazm-e-Ummid

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: kyun tabiyat kahein tharti hi nahi?????

    Originally posted by fari View Post
    :clap: bohat khoob ummid de:phool: ..nice sharing:wk
    thanx dear..
    be happy always..:rose

    Comment


    • Re: kyun tabiyat kahein tharti hi nahi?????

      Originally posted by Masood View Post
      Waqiyey zindagi is tarha nahin guzarti - bohat mushkil ho jati hai zindagi yun guzarna. Faraz ki to kya baat hai. Bohat umdah behna...
      thanx masood bhai...:)

      Comment


      • Re: kyun tabiyat kahein tharti hi nahi?????

        Originally posted by barg.e.gul View Post
        jis tarhan tum guzaartey ho faraz
        zindagi is tarhan guzarti nahi

        good choice Umeed
        shukriya gul ji..:rose

        Comment


        • Re: kyun tabiyat kahein tharti hi nahi?????

          Wah ray wah.............hamari umid ne kia achi ghazal ka intekhab kia hia.....
          aur wo bhi urdu main kia baaaaaaat hia...........
          aap to bhai chah gai hoo..........bohat ala poetry ......

          Ctrl +A aur phir Alt + Ctrl + F kar deti ghazal ko to aur bhi khubsurat ho jati...... aur lafz barabr ho jate...........
          but great effort
          Har-Fun-Moula

          Comment


          • Re: kyun tabiyat kahein tharti hi nahi?????

            Originally posted by Hamsafar View Post
            Wah ray wah.............hamari umid ne kia achi ghazal ka intekhab kia hia.....
            aur wo bhi urdu main kia baaaaaaat hia...........
            aap to bhai chah gai hoo..........bohat ala poetry ......

            Ctrl +A aur phir Alt + Ctrl + F kar deti ghazal ko to aur bhi khubsurat ho jati...... aur lafz barabr ho jate...........
            but great effort
            thanx..:rose
            aur yeh aap ke liye..
            Attached Files

            Comment


            • Re: kyun tabiyat kahein tharti hi nahi?????

              walikum salam umeed

              bohat khoobsurat intekhab hai

              Comment


              • Re: kyun tabiyat kahein tharti hi nahi?????

                bohat khubsurat sharing

                Comment


                • Re: kyun tabiyat kahein tharti hi nahi?????

                  Ahmed Faraz is always good

                  Comment


                  • Re: Bazm-e-Ummid

                    bauhat dinu baad kuch shair kar rahe hain is section mein.... ummid hai pasnd aayega...
                    khush rahiye..wasalam...:)
                    Attached Files

                    Comment


                    • Re: Bazm-e-Ummid

                      Originally posted by ummid View Post
                      Aye Muhabbat!! teri qismat ke tujhe muft mile....

                      hum se dana jo kamalat kiya karte the...
                      khushk mitti ko bhi imaraat kiya karte the...
                      Aye muhabbat! yeh tera bakhat keh bin mol mile...
                      hum se Anmol jo heero'n mein tulla karte the...
                      hum se munh-zoor jo bhoonchal utha rakhte the...
                      Aye muhabbat meri hum tere mujreem thaire...
                      hum jaise log jo sawalat kiya krte the....
                      hum jo su baat ki aik baat kiya karte the...
                      teri taihweel mein aane se zara paihle tak...
                      hum bhi is shaiher mein izat se raha karte the...
                      hum bigad'te tu kai kaam bana karte the...
                      aur ab teri sakhawat ke ghane saaye mein...
                      khalqat-e-shaiher ko hum zindah tamasha thaire...
                      Aye muhabbat! zara Andaz badal le apna....
                      tujh ko aaiyndah bhi ashaaq ka khoo'n peena hai..

                      hum tu mar jayenge tujh ko tu mager jeena hai.....

                      wow its awesome
                      Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                      Comment


                      • Re: Bazm-e-Ummid

                        Originally posted by ummid View Post





                        Muhabbat ko shikast nahi de sakti..
                        Hijer jitna bhi kada ho..

                        Chahtein aur siwa ho jaya kartein hai..

                        Main chahe jahan bhi ho,n

                        Jis ki daihleez per tumhaare qadam likhe hoye hain..

                        Mere liye kisi bhi mushkil ghadi mein..

                        Aik bharpoor dilasa ho..:)
                        gr8
                        Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                        Comment


                        • Re: Bazm-e-Ummid

                          nice:)

                          Comment


                          • Re: Bazm-e-Ummid

                            :clap: :clap: :clap: :clap: :clap: :clap: :clap:
                            :clap: :clap: :clap: :clap: :clap::clap:
                            :clap: :clap: :clap: :clap: :clap:
                            :clap: :clap: :clap: :clap: :clap: :clap:
                            :clap: :clap: :clap: :clap: :clap::clap: :clap:
                            :clap: :clap: :clap::clap:

                            Ummid I do'n have words to appriciat u
                            really very very very nice collection

                            main nay jab perhna start kia tu aik aik ker k aik hi sitting main aap ki sari sharing perh dali...bhot khoob aur mere kyal main kafi dino say aap nay koee nya intakhab share nahien kia...kia collection kahatm ho gaee...I do'n think so

                            Bahar hal its veru nice ... tareef k liey alfaz nahien hain

                            Yeh phool meri Taraf say
                            :phool: :phool: :phool: :phool: :phool:
                            :phool: :phool: :phool: :phool: :phool:
                            sigpic

                            Comment


                            • Re: Bazm-e-Ummid

                              Originally posted by sccorpion81 View Post
                              :clap: :clap: :clap: :clap: :clap: :clap: :clap:

                              :clap: :clap: :clap: :clap: :clap::clap:
                              :clap: :clap: :clap: :clap: :clap:
                              :clap: :clap: :clap: :clap: :clap: :clap:
                              :clap: :clap: :clap: :clap: :clap::clap: :clap:
                              :clap: :clap: :clap::clap:

                              Ummid I do'n have words to appriciat u
                              really very very very nice collection

                              main nay jab perhna start kia tu aik aik ker k aik hi sitting main aap ki sari sharing perh dali...bhot khoob aur mere kyal main kafi dino say aap nay koee nya intakhab share nahien kia...kia collection kahatm ho gaee...I do'n think so

                              Bahar hal its veru nice ... tareef k liey alfaz nahien hain

                              Yeh phool meri Taraf say
                              :phool: :phool: :phool: :phool: :phool:
                              :phool: :phool: :phool: :phool: :phool:
                              Thanx...:)

                              Intekhaab khatam tu nahi howa... per waqt nahi milta ke kuch share karein... kul yun hi aik nazam dhyaan aaiy aur share ker di.. tu yeh bazam phir se zindah ho gai...:)
                              any wayzz once again thanxx....
                              khush rahiye...:phool:

                              Comment


                              • Re: Bazm-e-Ummid

                                Ummid:rose
                                hum aaj pehli baar apki bazm mien aay hien....
                                and believe me dil khush ho gya...:phool:
                                hamien bhi poems zayada pasand hien
                                aur yahan bhi humien zayada poems hee milien:lpop:
                                aur sab ik say barh kar aik:clap:
                                sab favorite hien....
                                khush rahiey:)
                                and keep sharing dear
                                :rose

                                Comment

                                Working...
                                X