Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Bazm-e-Ummid

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Bazm-e-Ummid

    Originally posted by baad-e-saba
    buhat umdaa
    thanx saba.....:)

    Comment


    • Re: Bazm-e-Ummid

      Originally posted by fari
      Bohat achi Choice ha Zabardast:clap: :clap: :salam:
      shukriya fari dear........:phool:

      Comment


      • Re: Bazm-e-Ummid

        Originally posted by fari
        :phool: :salam: too good:rose
        :phool:

        Comment


        • Re: Bazm-e-Ummid

          Originally posted by Yaaram
          Bohat KhooB ummid Bohat ache ja rahi ho bohat acha intekhab share kra rahi haiN aap :) Keep sharing :rose
          Aap ki baatein padh ker khushi hoyi.....:D:

          Comment


          • Re: Bazm-e-Ummid

            Aye Muhabbat!! teri qismat ke tujhe muft mile....
            hum se dana jo kamalat kiya karte the...
            khushk mitti ko bhi imaraat kiya karte the...
            Aye muhabbat! yeh tera bakhat keh bin mol mile...
            hum se Anmol jo heero'n mein tulla karte the...
            hum se munh-zoor jo bhoonchal utha rakhte the...
            Aye muhabbat meri hum tere mujreem thaire...
            hum jaise log jo sawalat kiya krte the....
            hum jo su baat ki aik baat kiya karte the...
            teri taihweel mein aane se zara paihle tak...
            hum bhi is shaiher mein izat se raha karte the...
            hum bigad'te tu kai kaam bana karte the...
            aur ab teri sakhawat ke ghane saaye mein...
            khalqat-e-shaiher ko hum zindah tamasha thaire...
            Aye muhabbat! zara Andaz badal le apna....
            tujh ko aaiyndah bhi ashaaq ka khoo'n peena hai..
            hum tu mar jayenge tujh ko tu mager jeena hai.....

            Comment


            • Re: Bazm-e-Ummid

              ye aap ki apni poettry hai
              ya kissi aur ki hai
              Har-Fun-Moula

              Comment


              • Re: Bazm-e-Ummid

                Originally posted by Hamsafar View Post
                ye aap ki apni poettry hai
                ya kissi aur ki hai
                well abhi hum gam-e-doora'n aur gam-e-jaana'n se :alhamd: bauhat doooooooooooooooooooooooooooooooor hain................:wk
                yeh humari nahi:na: kisi aur ki poetries hain :lpop: jo hume pasand aaye hum use yahan share ker lete hain..
                khush rahiye..:rose

                Comment


                • Re: Bazm-e-Ummid

                  zindagi k maile main khawahishon k raile mein......
                  tum se kya kahain janan isqadar jhamaile mein.....
                  baat go zara si hai....
                  baat umer bhar ki hai.......
                  umer bhar ki baatain kab.....
                  do gharri main hoti hain....
                  waqt k samundar main...
                  anginat jazeerey hain..
                  beshumaar motti hain ....
                  aankh k dareeche main ....
                  tum ne jo sajaya thaa...
                  baat us diye ki hai...
                  baat us gile ki hai ......
                  jo lahoo ki khilwat main .........
                  chorr ban k aata hai .........
                  lafz ki faseelon per toot toot jaata hai...
                  zindagi se lambi hai...
                  baat rat jage ki hai....
                  raaste main kaise ho....
                  baat takhliye ki hai...
                  takhliye ki baaton main guftagoo azaafi hai....
                  pyaar kerne waalon ko ik nigaah kaafi hai........
                  ho sake to sun jana aik din akaile main.....
                  tum se kya kahin janan is qadar jhamaile mein.....:)

                  by Amjad salam Amjad..
                  Last edited by ummid; 23 August 2006, 03:59.

                  Comment


                  • Re: Bazm-e-Ummid





                    Muhabbat ko shikast nahi de sakti..
                    Hijer jitna bhi kada ho..

                    Chahtein aur siwa ho jaya kartein hai..

                    Main chahe jahan bhi ho,n

                    Jis ki daihleez per tumhaare qadam likhe hoye hain..

                    Mere liye kisi bhi mushkil ghadi mein..
                    Aik bharpoor dilasa ho..:)

                    Comment


                    • Re: Bazm-e-Ummid

                      kasaak...
                      Wooh muj seh aksaar kehte thee
                      mehre baas itni seh khuwahish hei
                      kuch ehsay pechane jahoun
                      app keh naam seh jani jahoun....:rose

                      Comment


                      • Re: Bazm-e-Ummid

                        v nice

                        Comment


                        • kyun tabiyat kahein tharti hi nahi?????

                          Asalamalaikum...
                          yeh "farz" ki ghazal hai aur hume bauhat hi pasand hai...
                          "kyun tabiyat kahein tharti hi nahi.."
                          ager inpage mein koi mistake maaf ker dijyega plzzz...
                          khush rahiye..:)
                          Attached Files
                          Last edited by ummid; 21 October 2006, 03:26.

                          Comment


                          • Re: kyun tabiyat kahein tharti hi nahi?????

                            :clap: bohat khoob ummid de:phool: ..nice sharing:wk

                            Comment


                            • Re: kyun tabiyat kahein tharti hi nahi?????

                              Waqiyey zindagi is tarha nahin guzarti - bohat mushkil ho jati hai zindagi yun guzarna. Faraz ki to kya baat hai. Bohat umdah behna...
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: kyun tabiyat kahein tharti hi nahi?????

                                jis tarhan tum guzaartey ho faraz
                                zindagi is tarhan guzarti nahi

                                good choice Umeed
                                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                                Comment

                                Working...
                                X