Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Bazm-e-Ummid
Collapse
X
-
-
Re: Bazm-e-Ummid
Originally posted by ummid View Postyeh shairy abhi abhi kuch dair pahle hume Sms ke zariye aaiyi..........beutifulll......hume pasand aaiyi is liye soacha aap se shair karein...........'
gum zindagi........
gum bandagi.....
gum do-jahan........
gum jawadan.....
meri her nazar.......
teri muntazir........
teri aik nazar........
mera imtehan.......
woww..nice...
it is Gum-e-Zindagi and so on...:D:
Comment
-
Re: Bazm-e-Ummid
after long time am here again... :rose
In udaas rahoon per.....
is akelay dil ke sath...
kar liya safar kitna....
.....or kitna baki hai??
wo jo aik tara sa....
dur jhilmilata hai...
or duub jata hai...!!
tab akele-pan se dil....
....ye sawal karta hai
jugnouon ki khwahish mein...
titliyon ki chahat mein.....
kar liya safar kitna.....
.....aur kitna baqi hai??
Comment
-
Re: Bazm-e-Ummid
Originally posted by ummid View Postafter long time am here again... :rose
In udaas rahoon per.....
is akelay dil ke sath...
kar liya safar kitna....
.....or kitna baki hai??
wo jo aik tara sa....
dur jhilmilata hai...
or duub jata hai...!!
tab akele-pan se dil....
....ye sawal karta hai
jugnouon ki khwahish mein...
titliyon ki chahat mein.....
kar liya safar kitna.....
.....aur kitna baqi hai??شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا
Comment
-
Re: Bazm-e-Ummid
دن کچھ ایسے گزارتا ہے کوئی
جیسے احساں اتارتا ہے کوئی
آئینہ دیکھ کر تسّلی ہوئی
ہم کو اس کے گھر میں جانتا ہے کوئی
پَک گیا ہے شجر پہ پھل شاید
پھر سے پتھر اچھالتا ہے کوئی
پھر نظر میں لہو کے چھینٹے ہیں
تم کو شاید مغالطہ ہے کوئی
دیر سے گونجتے ہیں سناٹے
جیسے ہم کو پکارتا ہے کوئی
Comment
-
Re: Bazm-e-Ummid
dekhiye tu lagta hai...
zindagi ki Raaho'n mein,
ek bheer chalti hai....
sochiye tu lagta hai...
bheer mein hai, sub Tanhaa...
jitne bhi yeh Rishte hain,
kanch ke khilone hain...
pal mein toot sakte hain...
ek pal mein hojaaye, koi jaane kub Tanha...!
dekhiye tu lagta hai...
jaise yeh jo duniya hai...
kitni Rangee'n mehfil hai...
sochiye tu lagta hai...
kitna ghum hai duniya mein..
kitna zakhmi her dil hai..
woh jo muskuraate the...
jo kisi ko khawaab'n mein,
apne pass paate the...
un ki neend tooti hai,
or hai woh ab Tanhaa....!
Last edited by ummid; 22 March 2010, 13:16.
Comment
-
Re: Bazm-e-Ummid
Originally posted by saraah View Posthamari pasand itni kiyon milti hai : ))
tumhare Thanks ke notification ne me ko yahan ka rasta dikha diya...
arsa howa shair w shairy chor di ya choot gai... khair... ; )
@ your comment;
is sawal ka jawab tu even I dont know ; )
Comment
Comment