Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~ Ehsaas Poetry Competition ~ Aug 2009 ~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: ~ Ehsaas Poetry Competition ~ Aug 2009 ~

    Originally posted by HumSafar View Post
    Yeh Rahi mere Entry ............... :hii:

    Bohat Umdah:rose
    aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
    kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

    Comment

    • #17
      ~ Ehsaas Poetry Competition ~ Aug 2009 ~

      My entry

      Click image for larger version

Name:	Untitled 1.jpg
Views:	3
Size:	164.4 KB
ID:	2407596
      sigpic

      Comment

      • #18
        Re: ~ Ehsaas Poetry Competition ~ Aug 2009 ~

        Originally posted by stellular View Post
        My entry

        [ATTACH]79241[/ATTACH]
        Bohat umdah.:rose
        aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
        kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

        Comment

        • #19
          Re: ~ Ehsaas Poetry Competition ~ Aug 2009 ~

          i love it its beautiful.

          Comment

          • #20
            Re: ~ Ehsaas Poetry Competition ~ Aug 2009 ~

            Comment

            • #21
              Re: ~ Ehsaas Poetry Competition ~ Aug 2009 ~

              Originally posted by shakeeel View Post
              Bohat khoob.:rose
              aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
              kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

              Comment

              • #22
                Re: ~ Ehsaas Poetry Competition ~ Aug 2009 ~

                @ All

                superb choice
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment

                • #23
                  Re: ~ Ehsaas Poetry Competition ~ Aug 2009 ~

                  zaardast ji

                  Comment

                  • #24
                    Re: ~ Ehsaas Poetry Competition ~ Aug 2009 ~

                    کیا عشق تھا جو باعث رسوائی بن گیا
                    یارو تمام شہر تماشائی بن گیا

                    بن مانگے مل گئے میری آنکھوں کو رتجگے
                    میں جب سے ایک چاند کا شیدائی بن گیا

                    دیکھا جو اس کا دست حنائی قریب سے
                    احساس
                    گونجتی ہوئی شہنائی بن گیا

                    برہم ہوا تھا میری کسی بات پر کوئی
                    وہ حادثہ ہی وجہ شناسائی بن گیا

                    پایا نہ جب کسی میں بھی آوارگی کا شوق
                    صحرہ سمٹ کے گوشئہ تنہائی بن گیا

                    تھا بے قرار وہ مرے آنے سے پیشتر
                    دیکھا مجھے تو پیکر دانائی بن گیا

                    sigpic

                    Comment

                    • #25
                      Re: ~ Ehsaas Poetry Competition ~ Aug 2009 ~

                      Originally posted by WASI ANJUM View Post
                      کیا عشق تھا جو باعث رسوائی بن گیا

                      یارو تمام شہر تماشائی بن گیا

                      بن مانگے مل گئے میری آنکھوں کو رتجگے
                      میں جب سے ایک چاند کا شیدائی بن گیا

                      دیکھا جو اس کا دست حنائی قریب سے

                      احساس
                      گونجتی ہوئی شہنائی بن گیا

                      برہم ہوا تھا میری کسی بات پر کوئی
                      وہ حادثہ ہی وجہ شناسائی بن گیا

                      پایا نہ جب کسی میں بھی آوارگی کا شوق
                      صحرہ سمٹ کے گوشئہ تنہائی بن گیا

                      تھا بے قرار وہ مرے آنے سے پیشتر
                      دیکھا مجھے تو پیکر دانائی بن گیا

                      Bohat umdah:rose
                      aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
                      kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

                      Comment

                      • #26
                        Re: ~ Ehsaas Poetry Competition ~ Aug 2009 ~

                        Bohat khoobsurat zouq hay aap sab ka aur kaafi khoobsurat intikhaab, main bhi apni enrty paish kar raha hoon, umeed hay pasand aayegi... iss main aap ko ziyada say ziyada ehsaas lafz ko dekhnay ka mouqa milay ga kiyon lafz ehsaas aur mehsoos ka istimaal ziada hua hay

                        GHAZAL

                        Pyaar ka meetha Ehsaas dilane laga hai tu
                        Ab to mujh se mujhi ko churane laga hai tu

                        Teri chahtooN ka chaaya hai saroor is qadar
                        Har pal har jagah nazar aane laga hai tu

                        Veeraan thi yeh zindgi tere aane se pehle
                        Khushiyoon ke sapne mujhe dhikane laga hai tu

                        Har pal mujhe hota hai bas tera hi Ehsaas
                        Is qadar meri saansoN mein samaane laga hai tu

                        Raah chalte hue aksar hota hai yeh ehsaas
                        Ke ban K saaya saath mere aane laga hai tu

                        Tasvvur mein aksar hota hai yeh mehsoos mujhey
                        Chorr k duniya mujhay apna bananay laga hai tu

                        Yeh masoomiyat yeh bholapan yeh saadgi teri
                        Mujh ko har adaa se ab satane laga hai tu

                        Kya is baat ka kabhi tujhey Ehsaas hai Jaana
                        Mere har sher har Gazal mein aane laga hai tu
                        sigpic

                        Comment

                        • #27
                          Re: ~ Ehsaas Poetry Competition ~ Aug 2009 ~

                          Originally posted by thefire1 View Post

                          Ye ghazal , is competition me pehle se hi entry ho chuki hai, is ghazal ko share karne wali competitor Stellular hen :)

                          Lehaza competitions k rule k hisaab se aaap ki entry ko voting ke liye consider nahi kya jayega.

                          Comment

                          • #28
                            Re: ~ Ehsaas Poetry Competition ~ Aug 2009 ~

                            Originally posted by Mr.Khan View Post
                            Ye ghazal , is competition me pehle se hi entry ho chuki hai, is ghazal ko share karne wali competitor Stellular hen :)

                            Lehaza competitions k rule k hisaab se aaap ki entry ko voting ke liye consider nahi kya jayega.
                            Chalain Khan Sahab koi baat nahin, better luck next time :)
                            sigpic

                            Comment

                            • #29
                              Re: ~ Ehsaas Poetry Competition ~ Aug 2009 ~

                              Originally posted by thefire1 View Post
                              Chalain Khan Sahab koi baat nahin, better luck next time :)
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X