Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Koi sakoon ki jaga talash karain

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Koi sakoon ki jaga talash karain

    Koi sakoon ki jaga talash karain
    Aa mill ker wafa talash karain
    Jurm dono ka hai ik sa
    Aa Aik jesi saza talash karain
    Gam seene mai kabi ruk na jain
    Aa asi abo hawa talash karain
    dono apni ana main aa mit jain
    Aa asi koi darmiyani si rah talash karain
    Zindgi apni kaheen duri main na beet jaye
    Aa hm apni apni khata talash karain
    Dekhte hi dekhte jo dil mai utar jaye
    Mohabt ki wo pehli nigah talash karain


  • #2
    Re: Koi sakoon ki jaga talash karain

    Bohat khoob.
    aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
    kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

    Comment

    Working...
    X