Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

muhabbat::::

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • muhabbat::::

    :phool::rose
    Last edited by D@y W@lk3r; 15 December 2007, 19:51.
    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

  • #2
    Re: muhabbat::::

    :cc:

    Comment


    • #3
      Re: muhabbat::::

      :cc: bawakoof:tauba

      Comment


      • #4
        Re: muhabbat::::

        i am not getting you!:cc:

        Comment


        • #5
          Re: muhabbat::::

          Aray bhi Ajkal kaha aisi lerkiya hain.:ahhh: ajkal to yah wali hain:slap:
          ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

          Comment


          • #6
            Re: muhabbat::::

            Lagta hay k larki us say pecha churana chahte hay :phool:

            Comment


            • #7
              Re: muhabbat::::

              Originally posted by Husnain
              Lagta hay k larki us say pecha churana chahte hay :phool:
              :lol :lol :lol

              Comment


              • #8
                Re: muhabbat::::

                Is tehreer main jo batanay ki koshish ki gai hay woh bouhat khoobsurat jazba hay..but jaan denay ka haq mohabbat tak main nahi hay....mohabbat karnay walay kehtay hain k main tumharay liye jaan de doon GA/GI... but yeh mohabbat kahan hui? mohabbat to yeh hay k main tumhari mohabbat main judai ka har zakhm bhi seh kar tumharay liye jeeta rahun GA/GI..sab kuch haar kar bhi jina mohabbat hay.
                :roseENIGMA:rose

                Comment


                • #9
                  Re: muhabbat::::


                  UFFFFF............... ........ ZABARDAST

                  CHIPKOOOOOOOOOOOO

                  Comment


                  • #10
                    Re: muhabbat::::

                    paglon ke sar pe seeng nahen hotey... huh... its love??????? no way... Its too easy to die... but really hard to bear the breaths of life... anyways nice sharing :lol
                    Visit My Early PS Work
                    You Are Welcome To Comment

                    Comment


                    • #11
                      Re: muhabbat::::


                      U kyoun ghussa karing....... Dono nay aik dosray sai putha sawal pocha........ Larkay nay jawab dai diya.... Larki ko jawab denay sai behtar amal karna laga.......

                      CHIPKOOOOOOOOOOOO

                      Comment


                      • #12
                        Re: muhabbat::::

                        Originally posted by Withoutsoul

                        U kyoun ghussa karing....... Dono nay aik dosray sai putha sawal pocha........ Larkay nay jawab dai diya.... Larki ko jawab denay sai behtar amal karna laga.......
                        wohich to kaha... paglon ke sar pe seeng nahen hotey... is daur mein mohabbat ki baat kertey ho.... :kr::kr::kr: hor te kuj reh hi nahen naa gia karan noon... khudkushi haram hai birroooo... aur apun ko aisey logon ko hang kerney ki permission milni chahye... :lol dunya ki kinni safaii ho gi....
                        Visit My Early PS Work
                        You Are Welcome To Comment

                        Comment


                        • #13
                          Re: muhabbat::::


                          AUR KAAM KARTAY KARTAY BHEE MOHABBAT HO SAKTI.... COZ YEH SIRF WAILON KA KAAM NAHI HAI.... :khi:


                          CHIPKOOOOOOOOOOOO

                          Comment


                          • #14
                            Re: muhabbat::::

                            Originally posted by Withoutsoul

                            AUR KAAM KARTAY KARTAY BHEE MOHABBAT HO SAKTI.... COZ YEH SIRF WAILON KA KAAM NAHI HAI.... :khi:

                            kaam kartey kartey Mohabbat kahan se aati hai????
                            Visit My Early PS Work
                            You Are Welcome To Comment

                            Comment


                            • #15
                              Re: muhabbat::::


                              LIFE MAIN BOHT SI CHEZAIN BAGHAIR BATAE AA JATI HAIN.... UN MAIN MOHABBAT BHEE SHAMIL HAI..... NAHI SAMAJH AATI TO PHILOSOPHY PARHNA CHOR DO.... HUNH

                              CHIPKOOOOOOOOOOOO

                              Comment

                              Working...
                              X