Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

muhabbat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • muhabbat


  • #2
    Re: muhabbat

    poojte to boton ko hain na?:blush: :embarasse :cc:

    Comment


    • #3
      Re: muhabbat

      assalamaalaikum!
      sawal karney ka shukriya!
      dost! urdu lashkari zaban hai. lashkari ka matlab bohat si illaqai zabanein mil kar urdu zaban bani. pooja hindi word hai jis ke urdu mein maani ibadat key hotein hai or hum ibadat khuda (s.w.t.) ki kartey hai.
      aur yun bhi shairon ko lafzon ke mamley mein choot di gai hai, ashar mein wazan bithane ki liye woh hindi ke lafzon ka istemal kar saktey hai!
      ummid hai ab aap samjh gai hongi.
      may allah grace upon you.:)

      Comment


      • #4
        Re: muhabbat

        Walikum Assalam!

        N thx 4 the xplanation:)
        ab mujhko samajh a gaya!

        buhat pyara shair hai:)
        or ka intizar rahe ga

        KHUSH RAHIYYE!

        Comment


        • #5
          Re: muhabbat

          Assalaam-0-Alaikom

          buht khoob sorat
          For New Designers
          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

          Comment


          • #6
            Re: muhabbat

            wah nice shir hai.. khaas aj kal ke nojawanon ke liey..as per main bhi kuch shir araz kertaa hoon pehly shir main ek point of view hai aur 2nd main us ka jawab..

            Teri Ankhian Ijaazat din
            Tu hum kiya kiya Nahin Kerty
            Jinhain Shafaf Rekhna ho
            Unhain Melaa Nahin Kertey...

            :na:
            Zaid Hammid on Sawat War..
            A must Watch..

            Comment


            • #7
              Re: muhabbat

              nice one

              Comment


              • #8
                Re: muhabbat

                Originally posted by tauseeftariq
                wah nice shir hai.. khaas aj kal ke nojawanon ke liey..as per main bhi kuch shir araz kertaa hoon pehly shir main ek point of view hai aur 2nd main us ka jawab..

                Teri Ankhian Ijaazat din
                Tu hum kiya kiya Nahin Kerty
                Jinhain Shafaf Rekhna ho
                Unhain Melaa Nahin Kertey...

                :na:
                bauhat khoob tauseef bhai....:phool:
                yeh tu bauhat hi accha shair hain....:thmbup:
                Aap ise compose kyun nahi karte???:)

                Comment


                • #9
                  Re: muhabbat

                  Originally posted by Rida
                  Assalaam-0-Alaikom

                  buht khoob sorat
                  :phool:

                  Comment


                  • #10
                    Re: muhabbat

                    Originally posted by Khalil
                    nice one
                    :phool:

                    Comment


                    • #11
                      Re: muhabbat

                      Originally posted by ummid
                      bauhat khoob tauseef bhai....:phool:
                      yeh tu bauhat hi accha shair hain....:thmbup:
                      Aap ise compose kyun nahi karte???:)
                      thanks behana...........

                      chalin app ko pasand hai tu compose bhi ker din gey......
                      per mujhy yeh pori ghzal pasand hai..... kuch ishaar tu yaad hain
                      kuch bhool gey hain...... chalin apni collection main sey kehin
                      dohoond nikaloon ga as ko phir compose keroon ga oks
                      ab kush?

                      acha yeh share bhi sun lein

                      "Dekhaa kerna bhi tu Unhin door sey dekhaa kernaa
                      Shewah-e-ishaq nahin hussan ko rouswa kernaa "
                      Last edited by tauseeftariq; 10 April 2006, 15:36.
                      Zaid Hammid on Sawat War..
                      A must Watch..

                      Comment


                      • #12
                        Re: muhabbat

                        Originally posted by tauseeftariq
                        thanks behana...........

                        chalin app ko pasand hai tu compose bhi ker din gey......
                        per mujhy yeh pori ghzal pasand hai..... kuch ishaar tu yaad hain
                        kuch bhool gey hain...... chalin apni collection main sey kehin
                        dohoond nikaloon ga as ko phir compose keroon ga oks
                        ab kush?

                        acha yeh share bhi sun lein

                        "Dekhaa kerna bhi tu Unhin door sey dekhaa kernaa
                        Shewah-e-ishaq nahin hussan ko rouswa kernaa "

                        :clap:
                        ab hum aap ko Indian film ka song sunate hain...
                        "hum ne dekhi hai in aankhon ki mehakti khushboo...
                        hath se choo ke ise rishton ka ilzam na do..............
                        sirf ehsaas hai yeh rooh se mehsoos karo.......
                        pyaar ko pyaar hi rehne do koi naam na do.........."

                        Comment


                        • #13
                          Re: muhabbat

                          really niceper kar bohat kushi howi:D:
                          u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                          :pr:

                          Comment

                          Working...
                          X