Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

lamha lamha tere wajood main basar hota

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • lamha lamha tere wajood main basar hota

    lamha lamha tere wajood main basar hota
    khoob hota jo main teri rooh ka mehwar hota
    teri in jheel si aankhon mian mera ghar hota
    teri ankhen jo dekhteen main woh manzar hota
    kabi pat jhar
    kabi rim jhim
    kabi sawan
    kabi badal
    kabi panchi
    kabi amber hota
    teri umeed ka hasil
    teri kosish ka sila
    main tere ishq
    tere sabar ka samar hota
    kya khoob hota jo main teri rooh ka mehwar hota
    kaash
    lamha lamha tere wajood main basar hota

  • #2
    Re: lamha lamha tere wajood main basar hota

    very nice poetry

    Comment


    • #3
      Re: lamha lamha tere wajood main basar hota

      Bohat khoob.
      aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
      kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

      Comment


      • #4
        Re: lamha lamha tere wajood main basar hota

        thanx

        Comment

        Working...
        X