Assalam-0-Alaikom
har aik lamha shab e gham hai kia kiyaa jai
umeed e subah buht kam hai kia kiyaa jai
samo liye hain zamanay kay gham tabassum mein
zamana is peh bhi barham hai kia kiyaa jai
azeeem tar hai ibadat shabab mein lakin
yahi gunah ka mausam hai kia kiyaa jai
kisi ki yaad mein aaalam ko bhol baitha hoon
tum hi batao yeh aalam hai kia kiyaa jai
gunah gaar e muhabbat sahi magar aye dost
gunah fitrat e aadam hai kia kiyaa jai

Comment