jaane kyun wo sanson ki dor tootney nahi deta
bas do kadam aur chalne ka waasta dekar mujhe rukne nahi deta
baat kehta hai wo mujhse hans hans kar jee lene ki
ajeeb shakhs hai mujhko chain se rone nahi deta
aaj hausla deta hai mujhe chaand sitaron ko chhu lene ka
wo pyara sa chehra mujhe toot kar bikharne nahi deta
shayad janta hai wo bhi in aankhon mein aansuon ka sailaab hai
jaane kyun fir bhi wo in aansuon ko girne nahi deta
main zinda hun ab tak ke wo mujhe merne nahi deta..

Comment