zakhm'e'tanhai me khusbo'e'hina kis ki thi
saya dewwar per mera tha sada kis ki thi
us ki raftar se lipti rahi aankhein meri
us ne mur kur bhi na dekha k wafa kis ki thi
aansu'on se hi bhar gaya damaan mera
hath to mein ne uthae thay DUA kis ki thi
Meri Aankho ki zaban koi samjhta kaise
xindagi itni dukhi, mere siwa kis ki thi
aag se dosti us ki thi, jala ghar mera
De gae kis ko saza, aur khata kis ki thi...

Comment