Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kaanch Ki Guriya !!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Kaanch Ki Guriya !!!



    KAANCH KI GURIYA !!!
    Kaisa dukh ye degaye k main bhul na pa'oon
    kaisa dard ye degaye main seh na pa'ooon
    kuch to khayal kia hota kuch to socha hota,
    main kaanch ki guriya hun kahin toot na jaoon

    khwab dikha ker khud to kho gaye,
    dil bhar gaya to mujhko chor gaye,
    ab tum bin ik pal main na guzar pa'oon,
    main kaanch ki guriya hun kahin toot na jaoon.

    dil ki dunya to berbad ker hi dya,
    khud ki ana ki khatir mujhko chor hi dya,
    kaise main har derd akeli seh jaooon,
    main kaanch ki guriya hun kahin toot na jaoon.

    ik ik lamha qayamat sa guzerta hai,
    tor gaye ho aise ke ab dar sa lagta hai,
    yunhi sehte sehte kaash main duniya se rooth jaooon,
    main kaanch ki guriya hun kahin toot na jaoon



  • #2
    Re: Kaanch Ki Guriya !!!

    Nice Janab

    Comment


    • #3
      Re: Kaanch Ki Guriya !!!

      Touchy... :)
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment


      • #4
        Re: Kaanch Ki Guriya !!!

        nice sharing thanks

        Comment


        • #5
          Re: Kaanch Ki Guriya !!!

          Originally posted by P@Rd3$i_GiRl View Post


          KAANCH KI GURIYA !!!
          Kaisa dukh ye degaye k main bhul na pa'oon
          kaisa dard ye degaye main seh na pa'ooon
          kuch to khayal kia hota kuch to socha hota,
          main kaanch ki guriya hun kahin toot na jaoon

          khwab dikha ker khud to kho gaye,
          dil bhar gaya to mujhko chor gaye,
          ab tum bin ik pal main na guzar pa'oon,
          main kaanch ki guriya hun kahin toot na jaoon.

          dil ki dunya to berbad ker hi dya,
          khud ki ana ki khatir mujhko chor hi dya,
          kaise main har derd akeli seh jaooon,
          main kaanch ki guriya hun kahin toot na jaoon.

          ik ik lamha qayamat sa guzerta hai,
          tor gaye ho aise ke ab dar sa lagta hai,
          yunhi sehte sehte kaash main duniya se rooth jaooon,
          main kaanch ki guriya hun kahin toot na jaoon

          boht umda intekhab,,,,,,,,,,,,,,,,

          Comment

          Working...
          X