Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Anwar Masood

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Anwar Masood

    jis tarah kii hai.n ye diivaare.n ye dar jaisaa bhii hai
    sar chhipaane ko mayassar to hai ghar jaisaa bhii hai



    us ko mujh se mujh ko us se nisbate.n hai.n beshumaar
    merii chaahat kaa hai mahavar ye nagar jaisaa bhii hai


    chal pa.Daa huu.N shauq-e-beparvaah ko murshad maan kar
    raastaa pur_pech hai yaa pur_Khatar jaisaa bhii hai



    sab gavaaraa hai thakan saarii dukhan saarii chubhan
    ek Khushbuu ke liye hai ye safar jaisaa bhii hai



    vo to hai maKhsuus ik terii mohabbat ke liye
    teraa 'Anwar' baa_hunar yaa be_hunar jaisaa bhii hai
    Visit My Early PS Work
    You Are Welcome To Comment

  • #2
    Re: Anwar Masood

    Buhut pyara kalam share kiya hai dear :thmbup:
    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: Anwar Masood

      acha kalam share kya hay tum ne Aania :)
      Allah

      Comment


      • #4
        Re: Anwar Masood

        Nice sharing Aania ji..:)
        :roseENIGMA:rose

        Comment


        • #5
          Re: Anwar Masood

          Originally posted by Aania
          vo to hai maKhsuus ik terii mohabbat ke liye
          teraa 'Anwar' baa_hunar yaa be_hunar jaisaa bhii hai
          Excellent - bohat khoobsurat intikhaab share kiya hai aani
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #6
            Re: Anwar Masood

            thnx all of u ... to appreciate my choice... thnx ji...
            Visit My Early PS Work
            You Are Welcome To Comment

            Comment

            Working...
            X