Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ahmad Faraz.

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Ahmad Faraz.

    Main to maqtal main bhi kismat ka sikandar nikla
    quura-e-faal maray naam ka aksar nikal
    tha jinhain zouam wo darya bhi mujh hi main doobay
    main ke sehra nazar atta tha samandar nikla
    maine us jaan-e-baharaan ko bhohat yaad kiya
    jab koi phool meri shakhay hunar per nikla
    sheher waloon ki mohabbat ka main qayal hoon magar
    maine jis haath ko chooma wohi khanjar nikla
    tu yaheen haar gaya tha meray buzdal dushman
    muj se tanha ke muqabal tera lashkar nikla
    main ke sehra-e-mohabbat ka musafir tha Faraz
    aik jhoonka tha ke khoshbo ke safer per nikla.
    :rosesHaFiQgUjJaR:rose

  • #2
    Re: Ahmad Faraz.

    :thmbup:

    Comment


    • #3
      Re: Ahmad Faraz.

      Bohat khoob.
      aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
      kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

      Comment

      Working...
      X