Fareb tha hansi mein
Fareb tha hansi mein, aashiqui samaj baithe...
Maut ko hi hum, apni zindagi samaj baithe....
Waqt ka mazak tha ya badnasibi hamari...
Unki do baton ko, Hum Chahat samaj baithe...!!!
Waqt to hume bhul chuka hai, muqaddar bhi na bhula de, pyaar hum
isiliye nahi karte kyonki darte hain koi hume phir se na rula de.
Tamanna ne zindagi ke aanchal me sar rakh ke pucha, mai kabhi puri
hongi, to zindagi ne pyar se muskura ke kaha, jo puri ho jaye woh
tamanna hi kya.
Aaj bhi kayi sawal hai is dil me, pyar ka gham bezuban hai is dil
me, kuch keh nahi pata yeh dil magar, us dil ke liye aaj bhi pyar hai is
dil me.
Nazar andaz kaise kare aapko, nazron me bithaya hai jo aapko, yaad
aane par roye bhi to kaise, darte hai jhuki jo palke to chubhengi
aapko.
Yeh Unki Bhi Aankhon Ka Qusur Hai
Main Tanha Gunahgar To Nahi
Woh Is Tarah Se Mere Dil Main Shamil Hai
Jahan Bhi Jaoon Lagta Hai Unki Mahfil Hai

Comment