Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
~ R oC k iN's ~ FaVouR!Te ~
Collapse
X
-
KitNi AziyAt sE
Kitni Aziyat Say Uss Ne Mujh Ko Bhulaaya Ho Ga
Meri Yadoon Ne Ussay Khoob Rulaaya Ho Ga
Baat Be-Baat Aankh Uss Ki Jo Chhalkee Hogi
Uss Ne Chehre Ko Baazuon Main Chupaaya Ho Ga
Socha Ho Ga Uss Ne Din Main Kaee Baar Mujhay
Naam Hatheli Par Bhi Likh Likh Kay Mitaaya Ho Ga
Jahan Uss Nay Mera Zikkr Suna Hoga Kisi Say
Uss Ki Aankhon Main Koi Aansoo Tou Aaya Ho Ga
Raat Ke Bheetnay Tak Neend Na Aai Hogi Tujhay
Tunay Takkiye Ko Bhi Seenay Se Lagaaya Ho Ga
Hokay Nidhaal Meri Yadoon Se Tunay Jaana
Meri Tasveer Pe Sar Apna Tikaaya Ho Ga
Poocha Hoga Jo Kisi Ne Teri Halaat Ka Sabbab
Tu nay Baaton Main Khoob Uss Se Chupaaya Ho Gasigpic
ForEvr
Comment
-
yOun Hi BeSaBaB
yOun hi Besabab na phira karo, koi shaam ghar bhi raha karo
wo Gazal ki sachi kitaab hai, use chupke chupke para karo
koi haath bhi na milayega, jo gale milo Gay tapak se
yeh naye mizaj ka shahar hai, zara faasle se mila karo
abhi raah mein kai mor hain, koi ayega koi jayega
tumhein jisne dil se bhula diya use bhulane ki dua karo
mujhe ishtahaar si lagti hain, ye mohabbaton ki kahaniyaan
jo kaha nahi wo suna karo, jo suna nahi wo kaha karo
kabhi husn-e-pardanashin bhi ho zaraa Aashiqana libaas mein
jo main ban-sanvar ke kahin chaloun, mere saath tum bhi chala karo
yeh Khiza ki zard-si shaam mein, jo udaas peroun k paas hai
yeh tumhare ghar ki bahaar hai, esse Aansuon se hara karo
nahi behijaab wo chaand sa ki nazar ka koi asar nahi
usse tani garmi-e-shauq se baari dheer tak na taka karosigpic
ForEvr
Comment
Comment