Tera rishta k meray dil se hai dharkan ki tarha
dil khanakta hai teray naam pe kangan ki tarha
aaj pher dil pe ghata chaai teri yadoun ki
aaj pher toot k main roya hon sawan ki tarha
janay kub se teri sorat ko tarasti hai nigah
muntazir saij pe bethii hoe dulhan ki tarha
tujh se bichri tu bhataktii hai muhabbat jana
dil girafta se teray shehar main jogan ki tarha
shouq hai tujh ko juda honay ka lekin Arshad
raakh kar de ge judi tujhay endhan ki tarha

Comment