Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kisi ki yad dill mai hai,

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Kisi ki yad dill mai hai,

    Kisi ki yad dill mai hai,
    koi ehsas baqi hai,

    Badalte mosamo k darmyan ek raz baqi hai,

    Abi to mai safar mai hoon,
    milen gi manzilen mujh ko,

    Magar in raston k beech,
    kisi ka sath baqi hai,

    Kahin par sham dhalti hai
    kahin par rat hoti hai,

    Abi to chandni hai
    or chand ki rat baqi hai,

    Chale aao kisi din tum,
    humara hal bhi dekho,

    Humara jism murda hai
    magar ek saans baqi hai,

    Umeed hai hme phr bhi,
    mile ga wo hme ek din,

    Khuda par hai bharosa,
    Khioon ke KHUDA ki zat hamesha baqi hai...

  • #2
    Re: Kisi ki yad dill mai hai,

    buht achi ..
    u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

    :pr:

    Comment

    • #3
      Re: Kisi ki yad dill mai hai,

      V.nicE

      Comment

      • #4
        Re: Kisi ki yad dill mai hai,

        *Hala*-=Sc-=

        Comment

        • #5
          Re: Kisi ki yad dill mai hai,

          Originally posted by MuQadas View Post
          Kisi ki yad dill mai hai,
          koi ehsas baqi hai,

          Badalte mosamo k darmyan ek raz baqi hai,

          Abi to mai safar mai hoon,
          milen gi manzilen mujh ko,

          Magar in raston k beech,
          kisi ka sath baqi hai,

          Kahin par sham dhalti hai
          kahin par rat hoti hai,

          Abi to chandni hai
          or chand ki rat baqi hai,

          Chale aao kisi din tum,
          humara hal bhi dekho,

          Humara jism murda hai
          magar ek saans baqi hai,

          Umeed hai hme phr bhi,
          mile ga wo hme ek din,

          Khuda par hai bharosa,
          Khioon ke KHUDA ki zat hamesha baqi hai...
          Bohut zabardast!

          Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

          Comment

          • #6
            Re: Kisi ki yad dill mai hai,

            Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
            Bohut zabardast!
            :phool:

            Comment

            • #7
              Re: Kisi ki yad dill mai hai,

              Bohat Khoob.
              aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
              kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

              Comment

              • #8
                Re: Kisi ki yad dill mai hai,

                :phool:buhat ache janab...really perh kar maza aya:jazak:

                Comment

                • #9
                  Re: Kisi ki yad dill mai hai,

                  Arry wah Ap sa Itni Achi nazm Ki Umeed Na Thii Mujhe
                  ko......haha

                  Umeed hai hme phr bhi,
                  mile ga wo hme ek din,

                  Khuda par hai bharosa,
                  Khioon ke KHUDA ki zat hamesha baqi hai...

                  Kia Baat Ha Ji Ala Nazm parhnay Ko Mili

                  Khush rehay

                  PBT
                  :(

                  Comment

                  • #10
                    Re: Kisi ki yad dill mai hai,

                    Originally posted by *Hala* View Post
                    buht achi ..
                    Pyar kay deep jalanay walay khuch khuch pagal hotay hain
                    apni jaan say jaan sey walay khuch khuch pagal hotay hain

                    Hijar kay gehray zakham milay to mujh ko yeh ehsaas hua
                    pagal ko samjhaanay walay khuch khuch pagal hotay hain

                    jaan say piyare logoon say bhi kuch kuch pardah lazim hai
                    saari baat bataanay waalay khuch khuch pagal hotay hain

                    khaaboon main bhi piya milan ke sapne dekhtay rehte hain
                    neendoon main muskaney wale kuch kuch pagal hotay hain

                    iss jhooti naggri main hum nay yehi hameshaa dekhaa hai
                    sachi baat bataanay waalay khuch khuch pagal hotay hain

                    piyaar jinhain ho jaaye un ko chain bhalaa kab miltaa hai?
                    shab bhar ashk bahane walay kuch kuch pagal hotay hain

                    apni zaat se ujhray gulshan se wo piyar kahan karte hain?
                    auroon ko mehkanay walay khuch khuch pagal hotay hain

                    us kay ishq main bheeg kay 'wasiq' hum ko yeh ehsas hua
                    Dil ki baat main aane walay khuch khuch pagal hotay hain

                    Comment

                    • #11
                      Re: Kisi ki yad dill mai hai,

                      Originally posted by ahsanhussain View Post

                      har jagha aik ghazal post karaty hain

                      Comment

                      • #12
                        Re: Kisi ki yad dill mai hai,

                        buht acha intikhaab hai ....
                        For New Designers
                        وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                        Comment

                        • #13
                          Re: Kisi ki yad dill mai hai,

                          bohat hi pyara likha hai

                          Comment

                          Working...
                          X