Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Poetry for Males & Female Both!!!(Daily Updated)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Poetry for Males & Female Both!!!(Daily Updated)

    Originally posted by phonix_24 View Post
    After a Long Time...with sorry to friends


    aab maray khooab ki tabeer main rakha kia hy
    tu nahee to taree tasweer main rakha kia hy
    shazoonadar hee koi shad raha hoo ga warna

    siwa qorab k takdeer main rakha kia hy

    Originally posted by phonix_24 View Post
    fasalay asay bhee hoongay yah kabhi socha na tha
    samny beetha tha maray or woh mera na tha
    woh k khushboo ki tarah pheela tha maray chaar soo
    main usay mahsoos kar sakta tha choo sakta na tha
    raat bhar pichlee see ahat kaan main ati rahi........
    jhank kar dekha gali main koi bhee aya nahee.........

    Originally posted by phonix_24 View Post
    woh raha kahmosh to yah toor bhee acha laga
    baat ki us nay to to woh or bhee acha laga
    uskay chahray par bohot sajty thy kalay baal bhee
    uskay baloo ka soonahree dour bhee acha laga
    woh tasaub hy k shidat hy mohabat ki.........
    woh laga acha tu uska jood bhee acha laga

    Originally posted by phonix_24 View Post
    rookta bhee nahee theek say chalta bhee nahee hy


    yah dil ky taray baad sanbhlta bhee nahee hy........
    ik umar say hum uski tamna main hain bay khooab
    woh chand jo angan main utarta bhee nahee hy
    phir dil main taree yaad ka manzar hain............
    asay main koi dakhny wala bhee nahee hy
    is umar kay sahra say taree yaad ka badal

    milta bhee nahee barasta bhee nahee hy



    Bohat Khoob.
    aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
    kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

    Comment


    • Re: Poetry for Males & Female Both!!!(Daily Updated)

      Pathar k jigar walon ghum main wo rawani hai
      khud rah bana lay ga behta hoa pani hai

      pholon main ghazal rakhna ye raat ki rani hai
      es main teri zulfon ki be-rabt kahani hai

      ek zehan pareshan main wo phool sa chehra hai
      pathar ki hifazat main sheshay ki jawani hai

      keun chandni ratoun main dariya pe nahatay ho
      sooey hoey pani main kia aag lagani hai

      es hosla-e-dil par hum ne bhe kafan pehna
      hans kar koe pochay ga kia jaan ganwani hai

      ronay ka asar dil par reh reh k badalta hai
      aanso kabhi shesha hai aanso kabhi pani hai

      ye shabnami lehja hai aahista ghazal parhna
      titli ki kahani hai pholoun ki zubani hai
      aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
      kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

      Comment


      • Re: Poetry for Males & Female Both!!!(Daily Updated)

        Khan Jee Very Nice...me Back

        Comment


        • Re: Poetry for Males & Female Both!!!(Daily Updated)

          Lipat kar apni tanhai c jagta rehta hun
          tamam rat ksi ki yad muja sona nai deti
          us ki koi masoon c shararat jb bi yad ati hai
          udas to kar jati hai par rona nai deti
          log kehta hain bhul kar usa nai zindagi shuru kar
          wo rooh pa qabiz hai muje ksi or ka hona nai deti
          Last edited by phonix_24; 22 October 2009, 15:53.

          Comment


          • Re: Poetry for Males & Female Both!!!(Daily Updated)

            Boht khamosh rehta tha
            ksi c kuch na kehta tHa
            wo jb bi muskarata tha
            baharain a c jati thin... Read more
            us kay ek pal ki udasi c
            khizain a c jati thin
            hamain mehsus hota tha
            k jaisa har ek mausam
            uski dastars main ho
            magar ek din
            meray bas itna keha par
            HAM AB MIL NA PAIN GAY
            wo itna tto kay roya
            k
            samandar sochta hoga
            uski ankhunmain ya muj main
            PANI KIS MAIN ZYADA HAI ???
            KSI MAIN ZYADA HAI

            Comment


            • Re: Poetry for Males & Female Both!!!(Daily Updated)

              Chasm-e-saqi na ya kia khel racha rakha hai
              koi "zahid" or koi "maeykhaar" bana rakha hai
              jo phasa phir na kabi us nay rehai mangi
              teri zulfoon na ajab jal bicha rakha hai
              HUSN ho ISHQ ho dono ka asar yakssaan hai
              cheez aik hai magar nam juda rakha hai
              RUUKH pa lehrati hain kabhi shanoon c uljh parti hain
              tu nay zulfun ko bht sar charha rakha hai

              Comment


              • Re: Poetry for Males & Female Both!!!(Daily Updated)

                Oh my god.....i was searching 4 this shair that u displayed:;
                [COLOR="Red"]KAHA JAOGAY MUJAY CHOR KR,
                MAI YE POOCH POOCH K TAKH GAYA.....>....
                THANK U SOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOO MUCH REALLY THANKXXXXXXXXXXXXXXXXX............

                Comment


                • Re: Poetry for Males & Female Both!!!(Daily Updated)

                  v nice.....................

                  Comment


                  • Re: Poetry for Males & Female Both!!!(Daily Updated)

                    Originally posted by phonix_24 View Post
                    Khan Jee Very Nice...me Back

                    Originally posted by phonix_24 View Post
                    Lipat kar apni tanhai c jagta rehta hun

                    tamam rat ksi ki yad muja sona nai deti
                    us ki koi masoon c shararat jb bi yad ati hai
                    udas to kar jati hai par rona nai deti
                    log kehta hain bhul kar usa nai zindagi shuru kar

                    wo rooh pa qabiz hai muje ksi or ka hona nai deti
                    Originally posted by phonix_24 View Post
                    Boht khamosh rehta tha
                    ksi c kuch na kehta tHa
                    wo jb bi muskarata tha
                    baharain a c jati thin... Read more
                    us kay ek pal ki udasi c
                    khizain a c jati thin
                    hamain mehsus hota tha
                    k jaisa har ek mausam
                    uski dastars main ho
                    magar ek din
                    meray bas itna keha par
                    HAM AB MIL NA PAIN GAY
                    wo itna tto kay roya
                    k
                    samandar sochta hoga
                    uski ankhunmain ya muj main
                    PANI KIS MAIN ZYADA HAI ???
                    KSI MAIN ZYADA HAI

                    Originally posted by phonix_24 View Post
                    Chasm-e-saqi na ya kia khel racha rakha hai

                    koi "zahid" or koi "maeykhaar" bana rakha hai
                    jo phasa phir na kabi us nay rehai mangi
                    teri zulfoon na ajab jal bicha rakha hai
                    HUSN ho ISHQ ho dono ka asar yakssaan hai
                    cheez aik hai magar nam juda rakha hai
                    RUUKH pa lehrati hain kabhi shanoon c uljh parti hain

                    tu nay zulfun ko bht sar charha rakha hai


                    Welcum Back jee:rose

                    aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
                    kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

                    Comment


                    • Re: Poetry for Males & Female Both!!!(Daily Updated)

                      Main zindagi bhar chup rahon ga tum badal kar daikh lo
                      meray sehar se ho sakay tu tum nikal kar daikh lo

                      khud he khushbo main kise k qaid ho jao gay tum
                      dali main kantoun k koe phool masal kar daikh lo

                      jo ho sake tu daikh lena meri hiddat ki jhalak
                      pehlooun main jis k chaho tum behal kar daikh lo

                      pher do qadam par chalte chalte larkharao kis liye
                      ho jis tarha tum ko tasallii tum sambhal kar daikh lo

                      tum meray pehlo ki tarha chain pao gay kahan
                      hai ejazat jis se chaho tum mil kar daikh lo

                      main chala aaoun ga apne sare bandhan toor kar
                      bas do qadam he meri janib ab bhe chal kar daikh lo
                      :rose
                      aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
                      kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

                      Comment


                      • Re: Poetry for Males & Female Both!!!(Daily Updated)

                        Jo dil ko bekal rakhta hai,wo chand nahi ek chehra hai
                        jo sham-o-sahar tarpata hai,wo phool aisa lehja hai

                        ek aahat hai,har raste par,ek dard sa hai manzil manzil
                        kia janiye kis khouj main hai,kia kehiye kaun akela hai

                        jin shakhoun par kuch phool khile thay,chahat k so rang liye
                        un shakhoun par ab kuch bhe nahi,ek sokha patta thera hai

                        kitne he wade khawab hoey,kitne he bandhan toot gaey
                        aay dil,aay dil betaab na ho,ye duniya hai ye duniya hai

                        lout aaey jane wale tu ye samjho dil ki jeet hoe
                        warna tu akele rahoun par kab lout k koe aata hai

                        us paikar-e-naaz ko koun kahe,ek khawaab hai jaagti aankhon ka
                        wo aankahin kia kuch kehti hain,ab kaun kahe sab dhoka hai
                        :rose
                        aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
                        kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

                        Comment

                        Working...
                        X