Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Hasrat Dil-e-Nadaan

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Hasrat Dil-e-Nadaan

    Ghazal likhon kay ashaar likhoon
    Tera andaaz hai kay pyar likhoon

    Qismat likhnay ka jo ikhtiyar ho mujhay
    Naam kay saath tujhay her baar likhon

    ----------------------------------------------
    Osne toara woh taluk jo meri zaat se tha
    ose ranj najane meri kis baat se tha

    lataluk raha woh b mujh se
    jo achi terha wakif mere halaat se tha
    Last edited by D@y W@lk3r; 21 January 2009, 17:56.
    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

  • #2
    Re: Hasrat Dil-e-Nadaan

    Asslam-o-alikum


    Bohat khoob janab


    Acha intekhab Ha



    khush rehay
    :(

    Comment


    • #3
      Re: Hasrat Dil-e-Nadaan

      Originally posted by D@y W@lk3r View Post
      Ghazal likhon kay ashaar likhoon
      kuch na likho to behter hai

      Comment


      • #4
        Re: Hasrat Dil-e-Nadaan

        khoob.
        aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
        kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

        Comment

        Working...
        X