Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

my collection

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • my collection

    Dharkano Ki Tarhan Meri Har Saans Main
    Pyar Apna Basane Ka Waada Karo

    Rang Jitne Tumhari Mohabbat Ke Hain
    Mere Dil Main Sajane Ka Waada Karo

    Sirf Lafzon Se Iqraar Hota Nahi
    Ek Janib Se Hi Pyar Hota Nahi

    Main Tumhen Yaad Rakhne Ki Khaon Qasam
    Tum Mujhe Na Bhulane Ka Waada Käro

  • #2
    Re: my collection

    koi tu ho ga
    jo meri yak tarfa dastakoo ka
    jawab day ga
    koi tu ho ga
    jo sardeyoo ki udas rut mein
    mohabbatoo kay gulab day ga
    koi tu ho ga
    jisay mein apna kah sakoo gi
    koi tu ho ga
    jo muskora kay kahay ga
    sonoo kay ab gulab hum day gay:rose, gulab hum lay gay :rose
    mohabbatoo mein koi khasara nahee chaly ga:rose

    Comment


    • #3
      Re: my collection

      welcome to pg dania ji

      nice shairng.... keep it up
      u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

      :pr:

      Comment


      • #4
        Re: my collection

        Originally posted by dania View Post
        koi tu ho ga

        jo meri yak tarfa dastakoo ka
        jawab day ga
        koi tu ho ga
        jo sardeyoo ki udas rut mein
        mohabbatoo kay gulab day ga
        koi tu ho ga
        jisay mein apna kah sakoo gi
        koi tu ho ga
        jo muskora kay kahay ga
        sonoo kay ab gulab hum day gay:rose, gulab hum lay gay :rose

        mohabbatoo mein koi khasara nahee chaly ga:rose

        beautiful.........)
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment


        • #5
          Re: my collection

          Originally posted by dania View Post
          Dharkano Ki Tarhan Meri Har Saans Main
          Pyar Apna Basane Ka Waada Karo

          Rang Jitne Tumhari Mohabbat Ke Hain
          Mere Dil Main Sajane Ka Waada Karo

          Sirf Lafzon Se Iqraar Hota Nahi
          Ek Janib Se Hi Pyar Hota Nahi

          Main Tumhen Yaad Rakhne Ki Khaon Qasam
          Tum Mujhe Na Bhulane Ka Waada Käro

          nice sharing :rose"
          Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

          Comment


          • #6
            Re: my collection

            Originally posted by dania View Post
            koi tu ho ga

            jo meri yak tarfa dastakoo ka
            jawab day ga
            koi tu ho ga
            jo sardeyoo ki udas rut mein
            mohabbatoo kay gulab day ga
            koi tu ho ga
            jisay mein apna kah sakoo gi
            koi tu ho ga
            jo muskora kay kahay ga
            sonoo kay ab gulab hum dein gay:rose, gulab hum lein gay :rose

            mohabbatoo mein koi khasara nahee chaly ga:rose
            bohat khoobsurat intekhaab:rose"
            Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

            Comment


            • #7
              Re: my collection

              thankyou g :)

              Comment


              • #8
                Re: my collection

                Koi Zanjeer Ho Usko Muhabbat Torr sakti hai
                Jidhar Chahe ye Bagein Zindagi ki Morr Sakti hai

                Muhabbat Roak Sakti hai Kisi Girtey Sitarey Ko
                Kisi Jaltey Shararey Ko , Fana Kay Shuaarey ko

                Ye Chalna Choor Aaenay Ki krichein Jorr Sakti hai
                Koi Zanjeer Ho, usko Muhabbat Torr sakti hai

                Muhabbat Per kisi bhi Rasm ka Pehra nahin chalta
                Kisi Aamr ,Kisi Sultan ka Sikka nahin Chalta

                Ye her Zandaan Ki Aandhi Salakhein Torr sakti hai
                Koi Zanjeer Ho Usko Muhabbat Torr Sakti hai

                Ye Jab chahe Kisi Bhi khwab ki Tabeer Mil Jaye
                Kisi Rastey mein Raasta Poochti ,Taqdeer Mil jaye

                Samey kay Taiz Dharoon ko Ye pichey Chorr Sakti hai
                Koi Zanjeer Ho , Uss ko Muhabbat Torr Sakti hai

                Comment


                • #9
                  Re: my collection

                  Very Nice Sharing.
                  aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
                  kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

                  Comment


                  • #10
                    Re: my collection

                    Originally posted by dania View Post
                    Koi Zanjeer Ho Usko Muhabbat Torr sakti hai

                    Jidhar Chahe ye Bagein Zindagi ki Morr Sakti hai
                    Muhabbat Roak Sakti hai Kisi Girtey Sitarey Ko
                    Kisi Jaltey Shararey Ko , Fana Kay Iste'aaray ko
                    Ye Chalna Choor Aaenay Ki krichein Jorr Sakti hai
                    Koi Zanjeer Ho, usko Muhabbat Torr sakti hai
                    Muhabbat Per kisi bhi Rasm ka Pehra nahin chalta
                    Kisi Aamr ,Kisi Sultan ka Sikka nahin Chalta
                    Ye her Zandaan Ki Aandhi Salakhein Torr sakti hai
                    Koi Zanjeer Ho Usko Muhabbat Torr Sakti hai
                    Ye Jab chahe Kisi Bhi khwab ki Tabeer Mil Jaye
                    Kisi Rastey mein Raasta Poochti ,Taqdeer Mil jaye
                    Samey kay Taiz Dharoon ko Ye pichey Chorr Sakti hai
                    Koi Zanjeer Ho , Uss ko Muhabbat Torr Sakti hai
                    nice sharing dear
                    Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                    Comment


                    • #11
                      Re: my collection

                      tu khush rahey hamesha sadaa dey gayaa mujhey
                      ik ajnabi sa shaks duaa dey gayaa mujhey

                      main us key muskraney ko samjhi thi ik khushi
                      ansoo girah to gam ka pata dey gayaa mujhey

                      us ki tasliyun ka tareeqah ajeeb thaa
                      woh ik naye janam kaa nasha dey agyaa mujhey

                      merey liye to zoor se hansna muhaal tha
                      yeh kon kehkon ki adaa dey gayaa mujhey

                      main ney to yunhin zikr khushi ka kiya magar
                      woh shaks ik dasht_e_bala dey gayaa mujhey

                      Comment

                      Working...
                      X