Phir Piyar kise tum kehte ho....?
Khamosh zuban ke lafzon main,
Kuch poshida si batain hain,
En poshida si baton main,
Kuch chahat ki barsatain hain,
En bataon ko hum muddat se,
Seenay main chupa k bethay hain,
Kuch paye bina kuch kho dena,
Ye piyar main hum nain sikha hai,
Suraj main chand sitaron main,
Har shay main tumhi ko dekha hai,
Dharakan main bi naghma ban kar,
Sagar ki tarhan tum behte ho,
Ye piyar nai to tum hi kho,
Phir piyar kise tum kehte ho.....?
Khamosh zuban ke lafzon main,
Kuch poshida si batain hain,
En poshida si baton main,
Kuch chahat ki barsatain hain,
En bataon ko hum muddat se,
Seenay main chupa k bethay hain,
Kuch paye bina kuch kho dena,
Ye piyar main hum nain sikha hai,
Suraj main chand sitaron main,
Har shay main tumhi ko dekha hai,
Dharakan main bi naghma ban kar,
Sagar ki tarhan tum behte ho,
Ye piyar nai to tum hi kho,
Phir piyar kise tum kehte ho.....?
Comment