Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kiya hai tum NE hum se Ek waada yaad rakhna

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Kiya hai tum NE hum se Ek waada yaad rakhna

    Kiya hai tum NE hum se Ek waada yaad rakhna
    Bhool na jaana kahin apna irada yaad rakhna
    Ab na hamain rulana tum , AB na door jaana tum
    Pehle hi she chuke hain dukh itne ziyada yaad rakhna
    Dil to na dukhao GE mujhay choor to na jao GE
    Dil main hi base ho tum AB isse abaad rakhna
    Tum Jo choor jao GE hum to mar hi jayen GE
    Tumhare dam se zindagi hai sirf itna yaad rakhna
    Chahaton ki duniya main roshni tumhi se hai
    Dil toor kar hamain choor kar kahin na jaana yaad rakhna.
Working...
X