bheegi palken,larzan sansen,bikhri zulfen
sanwaren gi sab aik hi pal mein eid ke din
yeh bhi acha huwa eid abb ke bhi tanha guzri
mein gale lag ke buhat rota jo app aa jaate
sada rahe yeh ada teri muskurane ki
samet le tera dil sab khushi zamane ki
khuda ka shukar roz-e-eid roz-e-deed aa puhancha
wagar-na koun tha apna shareek bazam-e-tanhai
mera salam eid baher-haal qabool ker
iss eid ke moqe pe yeh tohfa hai zara sa
payam aish-o-mussarat humein satata hai
hilal eid hamari hansi urata hai
hijr ke lamhe,teri yaad,mussalsal ansoo
dil ki dunya hai meri zer-o-zabar eid ke din

Comment