Zikr aaj bhi hota hai tera meri harr baat mei
Aye DilNasheen bata tujhe hum kaise bhool jayien
Mana aaj saath nahi hum tere
Par tere binn hum bhi kaise Zindagi ki harr Khushi Kabool jaye
Chahate the hum tujhe Be intihaa
Iss baat se Inkaar nahi karte
Misaalein dete the jo hum PYar ki
Aaj bhi unse nahi mukarte
Par woh Manzar Judaai ke .Kaise tujhe batayein
Rukhh toh badal leti hai Hawayein
Par iss Kismat ko kaise apni baaton mei uljhayein
Yaad hai mujhe bhi woh bheegi reit se Naam tera Mitaana
Tu hee bata Sanam Kamzor Tehreer ko kaise apne Pyar ki TaaQat hum banayein
Maana ke hum hai Gunehgaar tere
Jo tere Haste Chehre ko iss Kadar Udaas Chor aaye
Denge Qurbaani ek dinn teri hee Khaatir

Comment