Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ek aag ka dariya hai aur doob kar jana hai

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Ek aag ka dariya hai aur doob kar jana hai

    Masoom mohabbat ka bas itna fasana hai,

    Kagaz ki haveli hai,baarish ka zamana hai,

    Kya sharte mohabbat hai,kya sharte fasana hai,

    Awaaz bhi zakhmi hai,aur geet bhi gaanaa hai,

    Uss paar utaarne ki umeed bahut kam hai,

    Kashti bhi purani hai,toofan ko bhi aana hai,

    Samajhe ya na samajhe woh andaaze mohabbat
    ke,
    Ek shaksh ko aankhon se haal-e-dil sunana hai,

    Masoom mohabbat ka bas itna hi fasana hai,

    Ek aag ka dariya hai aur doob kar jana hai
    Last edited by MeemSheenAlif; 16 September 2008, 14:49.

  • #2
    Re: Ek aag ka dariya hai aur doob kar jana hai

    Originally posted by MSA View Post
    Masoom mohabbat ka bas itna fasana hai,

    Kagaz ki haveli hai,baarish ka zamana hai,

    Kya sharte mohabbat hai,kya sharte fasana hai,

    Awaaz bhi zakhmi hai,aur geet bhi gaanaa hai,

    Uss paar utaarne ki umeed bahut kam hai,

    Kashti bhi purani hai,toofan ko bhi aana hai,

    Samajhe ya na samajhe woh andaaze mohabbat
    ke,
    Ek shaksh ko aankhon se haal-e-dil sunana hai,

    Masoom mohabbat ka bas itna hi fasana hai,

    Ek aag ka dariya hai aur doob kar jana hai

    Jigar Muradabadi ki ghazal ki achhi tazmin he. mere khayal se kuch ashar men kitabat ki ghalati ho gai he plz tasheeh farma len. shukria :)

    Fall view from inside my car
    near my work place :)

    Comment

    • #3
      Re: Ek aag ka dariya hai aur doob kar jana hai

      Originally posted by SherAli View Post
      Jigar Muradabadi ki ghazal ki achhi tazmin he. mere khayal se kuch ashar men kitabat ki ghalati ho gai he plz tasheeh farma len. shukria :)
      galti:donno::donno:

      mein ne to aik jaga perhi to yahan likh di...

      kia galti he...??

      Comment

      • #4
        Re: Ek aag ka dariya hai aur doob kar jana hai

        nice sharing
        u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

        :pr:

        Comment

        • #5

          nice

          Comment

          Working...
          X