Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

POLL:Asha'ar Competition SEPTEMBER 08-Lafz: MANZAR

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • POLL:Asha'ar Competition SEPTEMBER 08-Lafz: MANZAR

    Salam ahl-e-bazm!

    Is maah ka lafz tha..

    :rose MANZAR :rose

    Aap sab ki entries ka shukriya:salam:
    ab polling ka waqt hai..apne pasandeeda sher post karne waale ko vote de ke jeetaayein.

    Last date:30 sept.
    41
    wajid_hanif
    17.07%
    7
    hearthacker
    9.76%
    4
    saraah
    21.95%
    9
    shahdil
    19.51%
    8
    aquari
    19.51%
    8
    great_pisces
    12.20%
    5

    The poll is expired.

    Last edited by shummu; 27 September 2008, 13:50.

  • #2
    Re: Asha'ar Competition SEPTEMBER 08-Lafz: MANZAR

    khushi ki baat ya dukh ka manzar dekh sakta hoon
    teri awaz ka chera main cho kar dekh sakta hoon
    Last edited by wajid hanif; 1 September 2008, 22:19.

    Comment


    • #3
      Re: Asha'ar Competition SEPTEMBER 08-Lafz: MANZAR

      B]Ek ajab sa manzar nazar ata he
      sang har shakhs ne haton me utha raka he[/B]

      Comment


      • #4
        Re: Asha'ar Competition SEPTEMBER 08-Lafz: MANZAR

        1

        Wisaal O Hijar Me
        Chiragon Se Saji Shaamo Me
        Ya Be Noor Raato Me
        Sehar Ho Roonuma Jesay Kahin Baaton Hi Baton Me
        Koi Lipta Ho Jis Trah
        Sandl Ki Khushbu Me
        Kahin Pr Titliyon K Rung Tasweerain Banatay Hon
        Kahin Pr Jugnuon Ki Muthiyon Me Roshni Khud Ko Chupati Ho
        kahin Kesa Hi Manzar Ho
        Kahin Kesa Hi Mosam Ho
        Tere Saray Hawalo Ko
        Teri Sari Misalon Ko

        Mohabbat Yaad Rakhti Hai.......
        Last edited by saraah; 3 September 2008, 03:05.
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment


        • #5
          Re: Asha'ar Competition SEPTEMBER 08-Lafz: MANZAR

          2;
          kabhi tou ho mere kamre me esa manzir b
          bahar dekh k khirrki muskrai ho(parween shakir)

          3;
          humsafar choot gaye raahguzar k hamrah
          koi manzir na chala deeda e tar k hamrah(parvin shakir)

          4;
          zindagi thi jannat b,zindagi thi dozakh b
          daawraa ! ye insaan k dekhay bhaalay manzir han( ahmad nadeem qasmi)

          5;
          thaa laal hua manzar suraj k niklne se
          wo wqt thaa wo chehra jb hum ko pasand aya(munir niazi)
          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

          Comment


          • #6
            Re: Asha'ar Competition SEPTEMBER 08-Lafz: MANZAR

            Mumkin Hai Teray Piar Main Jaa'nbar Na Ho Sakoo'n
            Phir Bhee Mein Teri Shaam Kaa Manzar Na Ho Sakoo'n || Shahdil ||
            Last edited by Shahdil; 5 September 2008, 05:09.
            Shahsigpic

            Comment


            • #7
              Re: Asha'ar Competition SEPTEMBER 08-Lafz: MANZAR

              Udaas Rehta Hai Kisi Shaam K Manzar Kee Tarah
              Woh Deewana Hai, Ya Aadat Se Hai Majboor Logo??? || Shahdil ||
              Shahsigpic

              Comment


              • #8
                Re: Asha'ar Competition SEPTEMBER 08-Lafz: MANZAR

                Originally posted by hearthacker View Post
                B]Ek ajab sa manzar nazar ata he
                sang har shakhs ne haton me utha raka he[/b]
                Iska shaair kaun hai????
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #9
                  Re: Asha'ar Competition SEPTEMBER 08-Lafz: MANZAR

                  Vida-e-yaar ka manzar,faraz yaad nahi
                  Bus ek doobta sooraj meri nazar main raha

                  Comment


                  • #10
                    Re: Asha'ar Competition SEPTEMBER 08-Lafz: MANZAR

                    Shayed k mil sakain,no naye mausamoo main hum
                    jati ruto'o ka akhri manzar bhi dekh lain

                    Comment


                    • #11
                      Re: Asha'ar Competition SEPTEMBER 08-Lafz: MANZAR

                      Originally posted by Masood View Post
                      Iska shaair kaun hai????
                      salam inhone sher ko ghalat quote kiya hai...asl sher kuch yun hai..

                      aaj ke daur meiN ai dost ye maNzar kyuN hai?
                      zaKhm har sar pe har ik haath meiN patthar kyuN hai?


                      jab haqiiqat hai ke har zarre meiN tuu rahataa hai,
                      phir zamiiN par kahiiN masjid kahiiN maNdir kyuN hai?


                      aur ye as'haar SUDARSHAN FAKIR ki ghazal ke hain. :)

                      Comment


                      • #12
                        Re: Asha'ar Competition SEPTEMBER 08-Lafz: MANZAR

                        woh Roz Dekhta Hai Doobtay Huwe Suraj Ko Faraz
                        kaash Mein Bhe Kisi Shaam Ka Manzar Hota
                        Shahsigpic

                        Comment


                        • #13
                          Re: Asha'ar Competition SEPTEMBER 08-Lafz: MANZAR

                          mere Junoon Ko Milay Manzil Aey Kaash
                          Khuwab Hotay Mere Haqeeqat Aey Kaash
                          Gard Gard Hawa Hay Ruke Ruke Ishjaar
                          Yahan Se Bhi Guzarti Bahar Aey Kaash

                          Comment


                          • #14
                            Re: POLL:Asha'ar Competition SEPTEMBER 08-Lafz: MANZAR

                            plz vote every1 :rose

                            Comment


                            • #15
                              Re: POLL:Asha'ar Competition SEPTEMBER 08-Lafz: MANZAR

                              voted.......

                              Comment

                              Working...
                              X