Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Bewafaai Ka Daag (Eik Ghazal)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Bewafaai Ka Daag (Eik Ghazal)

    Hello Salam
    Kesay hai Sub or Umeed karta Hoon k Inshallah Sub Khariat say Hongay!

    Bewafa se wafa kar baithe,
    Apni hi wafa par daag laga baithe,
    Zamana toh kehta raha,
    Ishq na karna,
    Par hum apni wafa ko,
    Bewafai ka naam de baithe,
    Wafa ki har kasam nibathe rahe,
    Par bewafai ki har kasam thod baithe,
    Ab log hamari wafa par hasa karte hai,
    Humne jo wafa nibayi,
    Us par shak kiya karte hai,
    Zindagi ka har panna,
    Hamari tanhayee ka hisaab detha hai,
    Humne jo khwaab dekhe thae,
    Unki bhi keemat kehtha hai,
    Hamari wafa par,
    Mehfilo mein log hasa karte hai,
    Humne jo gum dekhe hai,
    Unhe us bewafai ki keemat bathathe hai,
    Na jaane log bewafai kar kaise jeethe hai,
    Hum toh wafa karke bhi,
    Har saas ek nayi maut marte hai...


    Simply Posted By M.Rafiq Khan.....
    Email: rafiq_khan404@yahoo.com
    Waiting For Urs Post Replys!
    Allah Hafiz!

  • #2
    Re: Bewafaai Ka Daag (Eik Ghazal)

    Yun DIL Ko Har Ek Shaks Per Wara Nahi Karte
    Aankhon Main Har Ek Aks Utaara Nahi karte
    Honi Hai Toh Ek Baar He Ho Jaye Mohabbat
    Yeh Bhool Hai Aisi Ke Doobara Nahi Karte........

    Originally Posted By

    Comment


    • #3
      Re: Bewafaai Ka Daag (Eik Ghazal)

      walikumslam bahi.

      i read all and i relize that body realy did bewafai with you,
      very nice post here,keep it up.

      Comment


      • #4
        Re: Bewafaai Ka Daag (Eik Ghazal)

        Thanks For Your Reply Friend

        Comment

        Working...
        X