Qurbat bhe nai , dil se utar bhe nai jata
Wo shakhs koi faisla kar bhe nai pata
Aankhen bhe hain k khali nai rehti lahoo se
Aur zakhm-e-judai hai k, bhar bhe nai jata
Wo rahat-e-jan hai , magr is dar badri mein
Esa hai k, ab dehan udher bhe nai jata
Ham dohari azzeat k girftaar musafir
Paaon bhe shal, aur shok-e-safr bhe nai jata
Dil ko teri chahat pe bharosa bhe bohat hai
Aur tujh se bicher jany ka dar bhe nai jata
Itni si khushi pe koi mar bhe nai jata

Comment