Teri kasam hum ko teri yaden jho ati hai
Humme har pal satathi hai
Aab tho nahee lagta humara dil Tumhare bin aab her dharkan rulati hai
Tumhara saath agar milta humara dil na yu jalta
Jal ke humme raton mai Tarap kar be-karari mai Guzaray hai
woh kitnay pal woh yadon mai Raho tum khush jidhar bhi ho
hamara Haal mat poocho humari ye duwa hai
Tumhari jho bhi rahein hai tumhe le jayen gulshan mai baharon mai Kayamat dil par yu guzri Bhulayen Hum Bhala kaise Dhuwa uthta hai Dilse yu lagi thi Yeh aag Yeh kaise wohi sapne wohi yadein wohi beeti hoi batain jaab ati hai humay har pal jalati hain

Comment